Ye Tumhari Hai Kripa Maan,
Tera Darshan Ho Raha,
Tera Darshan Ho Raha Maan,
Tera Darshan Ho Raha,
Ye Hamara Bhagya Hai Maan,
Tera Darshan Ho Raha ॥
Maan Tere Navaratre Aaye,
Sare Jag Mein Dhoom Hai,
Ho Raha Ghar Ghar Mein Kirtan,
Tera Darshan Ho Raha,
Ye Hamara Bhagya Hai Maan,
Tera Darshan Ho Raha ॥
Saj Gaye Mandir Tumhare,
Bheed Dar Pe Ho Gayi,
Ho Raha Hai Pooja Archan,
Tera Darshan Ho Raha,
Ye Hamara Bhagya Hai Maan,
Tera Darshan Ho Raha ॥
Har Zuban Pe Naam Tera,
Har Taraf Jalwa Tera,
Nau Nau Roopon Ka Hai Vandan,
Tera Darshan Ho Raha,
Ye Hamara Bhagya Hai Maan,
Tera Darshan Ho Raha ॥
Tu Hi Mata Tu Vidhata,
Srshti Tere Hath Mein,
Duniya Hai Tumse Hi Roshan,
Tera Darshan Ho Raha,
Ye Hamara Bhagya Hai Maan,
Tera Darshan Ho Raha ॥
Devta Bhi Kar Rahe Hai,
Phoolon Ki Varsha Ghani,
Kar Rahe Tridev Vandan,
Tera Darshan Ho Raha,
Ye Hamara Bhagya Hai Maan,
Tera Darshan Ho Raha ॥
Dena Hamko Sewadari,
‘Chokhani’ Ki Arj Hai,
Seva Mein Arpit Hai Tan Man,
Tera Darshan Ho Raha,
Ye Hamara Bhagya Hai Maan,
Tera Darshan Ho Raha ॥
Ye Tumhari Hai Kripa Maan,
Tera Darshan Ho Raha,
Tera Darshan Ho Raha Maan,
Tera Darshan Ho Raha,
Ye Hamara Bhagya Hai Maan ,
Tera Darshan Ho Raha ॥
दुर्गा चालीसा |
आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी |
आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली |
महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् |
माता के भजन