The most famous prayer to be sung in Uttar Pradesh, mostly from the government school of North India since 1961.
Wah Shakti Hame Do Dayanidhe,
Kartavya Marg Par Dat Jaye।
Par Sewa Par Upkar Main Ham,
Gag(Nij) Jeevan Safal Bana Javen॥
॥ Wah Shakti Hame Do Dayanidhe...॥
Ham Deen-Dukhi Nibalon-Vikalo,
Ke Sewak Ban Santap Haren।
Jo Hain Atake, Bhoole-Bhatke,
Unko Taren Khud Tar Javen॥
॥ Wah Shakti Hame Do Dayanidhe...॥
Chhal Dambh-Dvesh Pakhand Jhooth,
Anyay Se Nishidin Door Rahen।
Jeevan Ho Shuddha Saral Apna,
Shuchi Prem-Sudha Ras Barsaye॥
॥ Wah Shakti Hame Do Dayanidhe...॥
Nij Aan-Maan Maryada Ka,
Prabhu Dhyan Rahe Abhiman Rahe।
Jis Desh-Jaati main Janm Liya,
Balidan Usee Par Ho Javen॥
॥ Wah Shakti Hame Do Dayanidhe...॥
Indian schools and in schools under the Basic Education Department of Uttar Pradesh, Famous School Prayers in Hindi.
The author of this poem was Murarilal Sharma Balbandhu.
Birth -1893
Village - Saimal Ki Tikari
District- Meerut, Uttar Pradesh
Death - November 4, 1961