Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna,
Suswagatam Sharanagatam Krishna,
Suswagatam Sharanagatam Krishna,
Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna ॥
Abhi Aata Hi Hoga Salona Mera,
Hum Raah Usi Ki Taka Karte Hain,
Kavita-savita Nahin Jaante Hain,
Man Mein Jo Aaya So Baka Karte Hain ॥
Padte Unke Pad Pankaj Mein,
Chalte-chalte Jo Thaka Karte Hain,
Unka Ras Roop Piya Karte Hain,
Unki Chhavi-chhaak Chhaka Karte Hain ॥
Apne Prabhu Ko Hum Dhoondh Liyo,
Jaise Lal Amolakh Laakhon Mein,
Prabhu Ke Ang Mein Jitni Narmi,
Utni Narmi Nahin Maakhan Mein ॥
Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna,
Swagatam Suswagatam Sharanagatam Krishna,
Swagatam Suswagatam Sharanagatam Krishna,
Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna ॥
आरती कुंजबिहारी की |
आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन |
श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं |
आरती श्री बाल कृष्ण जी की |
ॐ जय जगदीश हरे |
मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं |
कृष्ण भजन |
अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं |
श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी