Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel
Hanuman Chalisa - Download APP Now - Shiv Chalisa - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel -

Sona Chandi Heera Moti (सोना चांदी हिरे मोती - भजन)


Sona Chandi Heera Moti
Sona Chandi Hire Moti,
Rangle Bangle Mahal Chaubare ॥
Doha – Kyon Main Hath Jodoon,
Insan Ke Samne,
Manga Hai Mangta Hoon,
Manguga Maan Ke Samne ॥

Sona Chandi Hire Moti,
Rangle Bangle Mahal Chaubare,
Ye to Chaahe Maan Har Koi,
Mere Nahin Kaam Ke Sare,
Baithe Dhuni Ramaye Hum Jogi Dar Pe,
O Maiya Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe,
O Daati Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe ॥

Chhod Ke Sab Duniya Ke Jhanjhat,
Dar Pe Alakh Jagai Tere,
Tu Data Tu Bhagya Vidhata,
Aas Tumhi Pe Lagai,
Mange Kisliye Jaake Har Dar Dar Pe,
O Maiya Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe,
O Dati Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe ॥

Doha – Honthon Pe Jiske Kabhi,
Baddua Nahin Hoti,
Bas Ek Maan Hi Hai Jo,
Kabhi Khapha Nahin Hoti ॥

Naam Tere Ki Baith Naav Mein,
Paapi Paar Utar Gaye,
Sar Teri Chaukhat Pe Rakha,
Bigde Bhagya Sanvar Gaye,
Daali Drshti Daya Ki Mata Tune Har Pe,
O Maiya Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe,
O Dati Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe ॥

Thak Gaye Duhkh Sahate Sahate,
Duhkh Aate Nahin Thakte,
Takleephon Ki Ghadi Ke Kante,
Aage Nahin Sarakte,
Maiya Dekh Mera Haal Aake Mere Ghar Mein,
O Maiya Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe,
O Dati Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe ॥

‘Lakha’ Ki Jholi Mein Bhi Maan,
Sukh Ke Do Pal Dalo,
Hai Taqdeer Ka Maara Kavla,
‘Saral’ Ise Apna Lo,
Sun Bhavna Maan Jana Nahin Layswar Pe,
O Maiya Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe,
O Dati Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe ॥

Sona Chandi Hire Moti,
Rangle Bangle Mahal Chaubare,
Ye to Chaahe Maan Har Koi,
Mere Nahin Kaam Ke Sare,
Baithe Dhuni Ramaye Hum Jogi Dar Pe,
O Maiya Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe,
O Dati Hath Daya Ka,
Dhar De Mere Sar Pe ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

सोना चांदी हिरे मोती - भजन हिन्दी में पढ़ें

सोना चांदी हिरे मोती, रंगले बंगले महल चौबारे, ये तो चाहे माँ हर कोई, मेरे नहीं काम के सारे, बैठे धुनि रमाए हम जोगी दर पे, ओ मैया हाथ दया का, धर दे मेरे सर पे, ओ दाती हाथ दया का, धर दे मेरे सर पे ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bhajan: Bhari Unki Ankho Mein Hai Kitni Karuna

Bhari Unki Ankho Mein Hai, Kitani Karuna, Jakar Sudama Bhikari Se Poochho...

Ram Ka Naam Lo

Ram Ka Naam Lo, Ya Shyam Ki Pooja Karlo, Koi Antar Nahi Dono Me, Bharosa Karalo ॥

Ram Bhi Milenge Tujhe Shyam Bhi Milenge

Ram Bhi Milenge Tujhe, Shyam Bhi Milenge, Jab Tujhe Shri Hanuman, Ji Milenge..

Raghuvir Ko Pranam Hamara Keh Dena

O Jane Wale Raghuvir Ko, Pranam Hamara Kah Dena Pranam Hamara Kah Dena, Sitaram Hamara Kah Dena ॥

Shivoham Shivoham Shivoham

Hai Ek Onkar Niranjan Nirankar,
Hai Ajar Amar Aakar
Vishwadhara Man Bhaje ।

Sankat Mein Lakshman Hai Shree Ram Ne Maan Liya

Sankat Mein Lakshman Hai, Ye Ram Ne Maan Liya, Sanjeevani Lane Ka, Hanuman Ko Kaam Diya, Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe, Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe ॥

Pawan Putra Hanuman Tumhari Ajab Anokhi Maya Hai

Pawan Putra Hanuman Tumhari, Ajab Anokhi Maya Hai, Tumsa Dayalu Koi Na Jag Main,
Ram Bhakta Kahalaya Hai, Tumsa Dayalu Koi Na Jag Main, Ram Bhakta Kahalaya Hai ॥

Hanuman Chalisa -
Aditya Hridaya Stotra -
×
Bhakti Bharat APP