Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye
Main to Jhoom Jhoom Naachu Re Aaj, Aaj Maiya Ghar Aayi Hai, Main to Mata Ke Gun Gaoon Aaj, Aaj Maiya Ghar Aayi Hai, Main to Jhoom Jhoom Naachun Re Aaj, Aaj Maiya Ghar Aayi Hai ॥
Nau Nau Roop Maiya Ke To, Bade Pyare Lage, Bade Pyare lage, Sabse Paye Maa Ke, Bhawano Ke Najare Lage, Sabse Payre Maa Ke, Bhawano Ke Najare Lage ॥
Har Ki Koi Chinta Nahi, Pag Pag Hogi Jeet, Lagi Re Meri Lagi Re Meri, Lagi Re Meri Maiya Ji Se Preet,
Maat Maat Ka Nagma Gaye, Maat Maat Ka Nagma Gaye, Ye Jiban Sangini, Lagi Re Meri Maiya Ji Se Preet ॥
Suraj Ki Kiran Chune Ko Charan, Aati Hai Gagan Se Rojana, Chanda Bhi Sitaron Ko Moti,
Deta Hai Najar Se Najrana, Suraj Ki Kiran Chune Ko Charan, Aati Hai Gagan Se Rojana ॥
Dadi Charno Mein Tere Padi, Maiya Tujhko Niharun Khadi, Haath Kirpa Ka Rakh Do Jara, Haath Kirpa Ka Rakh Do Jara, Lagi Naino Mein Asuvan Jhadi, Maiya Tujhko Niharun Khadi, Dadi Charno Mein Tere Padi, Maiya Tujhko Niharun Khadi ॥
Meri Vaishno Maiya, Teri Mahima Aprampar, Kaliyug Main Har Prani Ke, Kaliyug Main Har Prani Ke,
Paapo Ka Karo Udhar, Meri Vaishno Maiya, Teri Mahima Aprampar ॥