Sar Pe Chunariya Lal,
Aur Hathon Mein Mehndi Rachai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal,
Sar Pe Chunariya Lal,
Aur Hathon Mein Mehndi Rachai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal ॥
Mere Ghar Aangan Mein,
Maiya Padhari Hai,
Meri to Mauj Hai,
Maiya Ko Pa Karke,
Aisa Laga Jaise,
Diwali Roj Hai,
Pyaar Ka Uphaar,
Pyaar Ka Uphaar,
Bhakto Ke Liye Maan Lai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal ॥
Bhoolkar Saari,
Duhkh Aur Takliphen,
Maiya Ka Dhyan Dharo,
Thaath Kar Degi,
Gar Maan Jayegi,
Jara Gungaan Karo,
Maiya Ke Darbaar,
Maiya Ke Darbaar,
Mein Hoti Sabki Sunvai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal ॥
Kar Do Daya Itani,
Jab Bhi Bulaoon Main,
Lage Tu Paas Hai,
‘Shivam’ Tera Mera,
Nata Purana Hai,
Ye Rishta Khaas Hai,
Rakhkar Ke Vishwas,
Rakhkar Ke Vishwas Jisne,
Maan Ki Jyot Jagai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal ॥
Sar Pe Chunariya Lal,
Aur Haathon Mein Mehndi Rachai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal,
Sar Pe Chunariya Lal,
Aur Haathon Mein Mehndi Rachai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal ॥
दुर्गा चालीसा |
आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी |
आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली |
महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् |
माता के भजनIf you love this bhajan please
like,
share or
comment!
Follow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future
* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!