Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel
Damodar Astakam - Damodar AstakamDownload APP Now - Download APP NowHanuman Chalisa - Hanuman ChalisaFollow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel

Sankat Mein Lakshman Hai Shree Ram Ne Maan Liya (संकट में लक्ष्मण है, ये राम ने मान लिया - भजन)


Sankat Mein Lakshman Hai Shree Ram Ne Maan Liya
Sankat Mein Lakshman Hai,
Ye Ram Ne Maan Liya,
Sanjeevani Lane Ka,
Hanuman Ko Kaam Diya,
Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe,
Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe ॥
Shree Ram Ne Lakshman Ko,
Godi Mein Sulaya Hai,
Asuvan Ki Dhaara Se,
Jakhmo Ko Bhigoya Hai,
Shree Ram Ke Aansu Ne,
Amrt Ka Kaam Kiya,
Sanjeevani Lane Ka,
Hanuman Ko Kaam Diya,
Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe,
Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe ॥

Shree Ram Ka Lakshman Ne,
Pag Pag Par Saath Diya,
Vo Chhod Ke Sab Vaibhav,
Bhae Sang Van Mein Gaya,
Shree Ram Ne Lakshman Ke,
Tyaago Ko Yaad Kiya,
Sanjeevani Lane Ka,
Hanuman Ko Kaam Diya,
Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe,
Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe ॥

Sanjeevani Laakar Ke,
Lakshman Ko Bachaaya Hai,
Hanuman Ne Raghukul Ke,
Sankat Ko Mitaaya Hai,
Sankat Mochan ‘Keshav’,
Shree Ram Ne Naam Diya,
Sanjeevani Lane Ka,
Hanuman Ko Kaam Diya,
Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe,
Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe ॥

Sankat Mein Lakshman Hai,
Ye Ram Ne Maan Liya,
Sanjeevani Lane Ka,
Hanuman Ko Kaam Diya,
Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe,
Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe ॥

संकट में लक्ष्मण है, ये राम ने मान लिया - भजन हिन्दी में पढ़ें

संकट में लक्ष्मण है, ये राम ने मान लिया, संजीवनी लाने का, हनुमान को काम दिया, राम की आँखों से आंसू बहे, राम की आँखों से आंसू बहे ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya

Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya, Chalai Tune to Chal Padi Hai ।

Tu Hi Haare Ka Sahara Khatu Sanwariya: Khatu Shyam Bhajan

Tu Hi Haare Ka Sahara Khatoo Sanwariya, Main Aaya Teri Nagariyan Khatoo Sanwariyan

Ghuma De Morchadi

Hira Motya Jadi Jadi, Sankat Kate Khadi Khadi, Mere Sar Pe Baba Shyam, Ghuma De Morchadi

Mujhe Radhe Naam Sunai De

Chitchor Bada Tu Chhaliya, Brindavan Ki Yah Galiyan | Radhe Radhe! Jay Shri Radhe Radhe...

Baba Tum Jo Mil Gaye

Baba Tum Jo Mil Gaye, Phoolon Jaise Khil Gaye, Gardisho Ke Din Mere, Jane Kab Badal Gaye..

Duniyan Bawaliyon Batlawe

Tu Bhi to Koni Aave, Duniya Bawaliyon Batlave, Thari Olyu Ghani Aave...

Jeemo Jeemo Sanwariya Thye

Jeemo Jeemo Sanwariya Thye, Aao Bhog Lagao Jee, Bansuriya Ki Taan Sunata

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
×
Bhakti Bharat APP