Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ramdoot Mahavir Hanuman Sweekaro (रामदूत महावीर हनुमान, स्वीकारो: भजन)


Ramdoot Mahavir Hanuman Sweekaro
Pranavun Pavankumaar,
Khal Ban Paavak Gyan Ghan,
Jasu Hriday Aagar,
Basahin Ram Sar Chaap Dhar ।
Ramdoot Mahavir Hanuman,
Swikaro Mere Koti Pranam,
Aas Lagi Tori Kirpa Nidhan,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ।
Jai Bajrang Bali Hanuman,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ।

Jai Bajrang Bali Hanuman,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ॥

Charnon Mein Baithe Hai Tumhare,
Archan Vandan Karte Hain,
Akshat Chandan Dhoop Deep Se,
Hum Abhinandan Karte Hain,
Avagun Mere Na Dhariyo Dhyan,
Avagun Mere Na Dhariyo Dhyan,
Swikaro Mere Koti Pranam,
Swikaro Mere Koti Pranam ।
Jai Bajrang Bali Hanuman,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ।

Jai Bajrang Bali Hanuman,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ॥

Lobh Moh Mad Kaam Ke Danav,
Man Mein Chhup Ke Baithe Hain,
Prabhu Bhi Bhakti Na Hone Dete,
Man Ko Chanchal Karte Hain,
Raksha Karo Inse Hanuman,
Raksha Karo Inse Hanuman,
Swikaro Mere Koti Pranam,
Swikaro Mere Koti Pranam ।
Jai Bajrang Bali Hanuman,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ।

Jai Bajrang Bali Hanuman,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ॥

Asht Siddhi Nav Nidhi Ke Data,
Sada Sahai Ho Dukhiyon Ke,
Ram Se Nata Bana Jo Sabka,
Bhagya Jaga Do Prabhu Bhakton Ke,
Bhakti Ki Jyoti Jale Aviram,
Bhakti Ki Jyoti Jale Aviram,
Swikaro Mere Koti Pranam,
Swikaro Mere Koti Pranam ।
Jai Bajrang Bali Hanuman,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ।

Ramdoot Mahavir Hanuman,
Swikaro Mere Koti Pranam,
Aas Lagi Tori Kirpa Nidhan,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ।
Jai Bajrang Bali Hanuman,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ।

Jai Bajrang Bali Hanuman,
Daya Karo Prabhu Daya Nidhan ॥

रामदूत महावीर हनुमान, स्वीकारो: भजन हिन्दी में पढ़ें

रामदूत महावीर हनुमान, स्वीकारो मेरे कोटि प्रणाम, आस लगी तोरी किरपा निधान,..
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jayanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanHari Om Sharan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kaashi Mein Kailashi

Bam Bhole Bam Bhole, Kailash Ka Vasi Bam Bhole, Milta Hai Jo Kashi Bam Bhole, Dhamaru Par Nache Jhum Jhum..

Bholenath Hai Vo Mere Bholenath Hai

Har ik Dagar Pe Harapal, Jo Mere Saath Hain, Bholenaath Hai Wo Mere, Bholenaath Hain,
Devon Ke Dev Hain Wo, Naathon Ke Naath Hain, Bholenaath Hai Wo Mere,
Bholenaath Hain ॥

Aisi Suwah Na Aye Aye Na Aisi Sham

Aisi Subah Na Aye, Aye Na Aisi Sham । Jis Din Juba Pe Meri, Aye Na Shiv Ka Naam ॥

Shiv Puja Mai Mann Leen Rahe Mera

Shiv Pooja Mein Man Leen Rahe, Mera Mastak Ho Aur Dwar Tera, Mit Jaye Janmon Ki Trishna, Mile Bhole Shankar Pyar Tera |

Damru Bajaya

Aisa Damru Bajaya Bholenath Ne, Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya, Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya, Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya, Ainsa Damru Bajaya Bholenath Ne, Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Sada Jholiyan Bharte De Vardaan Ji

Sada Jholiyan Bharate De Varadan Ji, Shree Ichchhapoorn Pipal Vale Hanuman Ji, Shree Ichchhapurn Pipal Vale Hanuman Ji ॥

Ye Atal Bharosa Pyare Khali Na Jayega

Ye Atal Bharosa Pyaare, Khali Na Jaega, Tu Ram Naam Ka Sumiran Kar, Hanuman Aayega,
Tu Ram Naam Ka Sumiran Kar, Hanuman Aayega ॥

Shiv Chalisa - Shiv Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP