Nagar Me Jogi Aaya,
Bhed Koi Samajh Na Paya ।
Shlok – Oonche Oonche Mandir Tere,
Ooncha Hai Tera Dham,
Hey Kailash Ke Vasi Bhole,
Hum Karte Hai Tujhe Pranam ॥
Nagar Me Jogi Aaya,
Bhed Koi Samajh Na Paya,
Ajab Hai Teri Maya,
Ise Koi Samajh Na Paya,
Yashoda Ke Ghar Aaya,
Sabse Badha Hai Tera Naam,
Bholenath Bholenath Bholenath ॥
Ang Vibhooti Gale Roond Mala,
Sheshnaag Liptayo,
Banko Tilak Bhaal Chandrama,
Ghar Ghar Alakh Jagayo,
Nagar Me Jogi Aaya,
Bhed Koi Samajh Na Paya.
Sabse Badha Hai Tera Naam,
Bholenath Bholenath Bholenath ॥
Le Bhiksha Nikli Nandrani,
Kanchan Thal Jadayo,
Do Bhiksha Jogi Aasan Jaayon,
Balak Mero Darayo,
Nagar Me Jogi Aaya,
Bhed Koi Samajh Na Paya.
Sabse Badha Hai Tera Naam,
Bholenath Bholenath Bholenath ॥
Na Chahiye Teri Daulat Duniya,
Na Hi Kanchan Maya,
Apne Lala Ka Darash Kara De,
Mai Darshan Ko Aaya,
Nagar Me Jogi Aaya,
Bhed Koi Samajh Na Paya.
Sabse Badha Hai Tera Naam,
Bholenath Bholenath Bholenath ॥
Panch Vaar Parikrama Karke,
Sundi Naad Bajayau,
Soordas Balihari Kanhaiya Ki,
Jug Jug Jiye Tero Laalon,
Nagar Me Jogi Aaya,
Bhed Koi Samajh Na Paya.
Sabse Badha Hai Tera Naam,
Bholenath Bholenath Bholenath ॥
Nagar Me Jogi Aaya,
Bhed Koi Samajh Na Paya,
Ajab Hai Teri Maya,
Ise Koi Samajh Na Paya,
Yashoda Ke Ghar Aaya,
Sabse Badha Hai Tera Naam,
Bholenath Bholenath Bholenath ॥