Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel
Gajendra Moksham Stotram - गजेंद्र मोक्ष स्तोत्रDownload APP Now - Download APP NowHanuman Chalisa - Hanuman ChalisaFollow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel

Mujhe Tera Sahara Sada Chahiye (मुझे तेरा सहारा सदा चाहिए: भजन)


Mujhe Tera Sahara Sada Chahiye
Aasra Is Jahaan Ka Mile Na Mile,
Mujhe Tera Sahara Sada Chahiye ॥
Chand Tare Phalak Par Dikhe Na Dikhe,
Mujh Ko Tera Nazara Sada Chahiye,
Dhan Daulat Jahaan Ki Mile Na Mile,
Satguru Tere Charanon Ki Raj Chahiye ॥

Yahan Khushiya Hain Kam, Aur Jyada Hai Gam,
Jahan Dekho Wahin Hai Dekho Bharam Hi Bharam,
Meri Mahafil Mein Shamma Jale Na Jale,
Mere Dil Mein Ujala Tera Chahiye ॥

Kabhi Vairag Hai, Kabhi Anuraag Hai,
Yahaan Badle Hain Maali Wahi Baag Hai,
Meri Chaahat Ki Duniya Base Na Base,
Mere Dil Mein Basera Tera Chahiye ॥

Meri Dheemi Hai Chaal, Aur Path Hai Vishal,
Har Kadam Par Musibat Ab Tu Hi Sambhal,
Pair Mere Thaken Hain, Chale Na Chale,
Mere Dil Mein Ishaara Tera Chahiye ॥

Kabhi Bairag Hai, Kabhi Anurag Hai,
Jindagi Bin Dhune Ki Ajab Aag Hai,
Maan Sammaan Jag Mein Mile Na Mile,
Bas Kripa Honi Baba Teri Chahiye ॥

Aasra Is Jahaan Ka Mile Na Mile,
Mujhe Tera Sahara Sada Chahiye ॥

मुझे तेरा सहारा सदा चाहिए: भजन हिन्दी में पढ़ें

आसरा इस जहाँ का मिले न मिले, मुझे तेरा सहारा सदा चाहिए ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Katha BhajanAyodhya Dham Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jhoom Utha Dil Dekho Nazara Us Salasar Dham Ka

Jhuma Utha Dil Main najara, Us Salasar Dham Ka, Jhanda Shree Ram Ka, Danka Hanuman ka,
Jhanda Shree Ram Ka, Danka Hanuman ka ॥

Itni Kripa Kijiye Salasar Hanuman

Itani Kirpa Kijiye, Salasar Hanuman, Ab Darshan De Do Baba, Ab Darshan De Do Baba,
Mujhe Balak Apana Jana, Itani Kirpa Kijiye, Salasar Hanuman ॥

Mere Darwaje Pe Hanuman Ka Pehra Hota Hai

Jab Jab Bhi Sankat Ka Mujh Par, Ghera Hota Hai, Mere Daravaje Pe Hanuman Ka,
Pahara Hota Hai, Mere Daravaje Pe Hanuman Ka, Pahara Hota Hai ॥

Girto Ko Jisne Sambhala Aisa Hai Anjani Lala

Giraton Ko Jisane Sambhala, Aisa Hai Anjani Laala, Pavanasut Balaji, Pavanasut Balaji, Sachcha Hai Darabaar Mere Balaji Ka, Milata Hai Pyaar Mere Balaji Ka ॥

Tere Pujan Ko Hanuman Bana Tab Mehandipur Ka Dham

Tere Pujan Ko Hanuman, Bana Tab Mehendipur Ka Dham ॥

Vo Lal Langote Wala Mata Anjani Ka Lala

Vo Laal Langote Wala, Mata Anjani Ka Lala, Bhakton Ke Kastha Mitaye, Bipada Ko Dur Bhagaye,
Ase To Salasar Vala Hai, Bhakto Ka Rakhwala Hai ॥

Naam Na Mukh Se Chute Bajrangi Tumhara

Naam Na Mukh Se Chute, Bajarangi Tumhara, Bajarangi Tumhara, Ham Hai Tere Pujhari Hanumat, Tu Hi Estha Hamara, Naam Na Mukh Se Chute, Bajarangi Tumhara, Bajarangi Tumhara ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
×
Bhakti Bharat APP