Ganesha Chaturthi
Ganesh Aarti Bhajan - Hanuman Chalisa - Download APP Now - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel -

Meri Aas Tu Hai Maa Vishwas Tu Hai Maa ( मेरी आस तू है माँ, विश्वास तू है माँ: भजन)


Meri Aas Tu Hai Maa Vishwas Tu Hai Maa
Meri Aas Tu Hai Maa,
Vishwas Tu Hai Maa,
Meri Har Khusi Ka Ab,
Agaj Tu Hai Maa,
De De Maa Anchal Ki Chaiyan Mujhe,
Le Le Maa Bahon Main Apni Mujhe ॥
Gam Ke Thapede Ye,
Kese Sahen Maiya,
Ek Baar Aake Maa,
Tu Tham Le Baiyan,
Barna Main Samjhunga Naraj Tu Hai Maa,
Meri Har Khusi Ka Ab,
Agaj Tu Hai Maa,
De De Maa Anchal Ki Chaiyan Mujhe,
Le Le Maa Bahon Main Apni Mujhe ॥

Kitni Karun Kosish,
Koi Kaam Nahi Batana,
Dil Pe Lage Jakhmo Ka,
Maa Dard Nahi Thamana,
Karde Karam Mujhpe Mohtaj Hun Main Maa,
Meri Har Khusi Ka Ab,
Agaj Tu Hai Maa,
De De Maa Anchal Ki Chaiyan Mujhe,
Le Le Maa Bahon Main Apni Mujhe ॥

Kismat Meri Maiya,
Kyun Mujhse Ruth Gae,
Iske Sawarne Ki,
Ummid Bhi Tut Gae,
Kal Tak Akela Tha Par Aaj Tu Hai Maa,
Meri Har Khusi Ka Ab,
Agaj Tu Hai Maa,
De De Maa Anchal Ki Chaiyan Mujhe,
Le Le Maa Bahon Main Apni Mujhe ॥

Naiya Bhawar Main Hai,
Tujhko Pukara Maa,
Sujhe Nahi Rasta,
Tujhko Nihara Maa,
‘Hari’ Haar Nahin Sakata Gar Saath Tu Hai Maa,
Meri Har Khusi Ka Ab,
Agaj Tu Hai Maa,
De De Maa Anchal Ki Chaiyan Mujhe,
Le Le Maa Bahon Main Apni Mujhe ॥

Meri Aas Tu Hai Maa,
Vishwas Tu Hai Maa,
Meri Har Khusi Ka Ab,
Agaj Tu Hai Maa,
De De Maa Anchal Ki Chaiyan Mujhe,
Le Le Maa Bahon Main Apni Mujhe ॥

मेरी आस तू है माँ, विश्वास तू है माँ: भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरी आस तू है माँ, विश्वास तू है माँ, मेरी हर ख़ुशी का अब, आगाज़ तू है माँ, दे दे माँ आँचल की छइयां मुझे, ले ले माँ बाहों में अपनी मुझे ॥
Read Also

Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ghar Me Padharo Gajanan Ji

Ghar Mein Padharo Gajananji, Mere Ghar Mein Padharo, Riddhi Siddhi Leke Aao Ganaraja...

Ganapati Aaj Padharo Shri Ramaji Ki Dhun Me

Ramji Ki Dhun Mein, Shri Ramji Ki Dhun Mein । Modak Bhog Lagao, Shri Ramji Ki Dhun Mein

Ganapati Tere Charno Ki Pag Dhool Jo Mil Jaye

Ganapati Tere Charno Ki, Bapp Tere Charno ki, Pag Dhool Jo Mil Jaye, Sach Kahata Hun Ganpati, Takadir Sambhal Jae, Ganapati Tere Charno Ki ॥

Gauri Ke Lal Tumko Sadar Naman Hamara

Gauri Ke Lal Tumko, Sadar Naman Hamara, Gauri Ke Lal Tumko, Sadar Naman Hamara, Har Kaam Se Main Pahale, Sumiran Karun Tumhara, Gauri Ke Lal Tumko, Sadar Naman Hamara ॥

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana

Gaiye Ganpati Jagvandan

Gaiye Ganapati Jagvandan। Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥ Siddhi Sadan Gajvadan Vinayak।

Gauri Ke Nanda Gajanand Gauri Ke Nanda

Gauri Ke Nanda Gajanan, Gauri Ke Nanda, Mhane Buddhi Dijo Ganaraj Gajanan

Hanuman Chalisa -
Ganesh Aarti Bhajan -
×
Bhakti Bharat APP