Main to Banke Ki Banki Ban Gayi,
Aur Banka Ban Gaya Mera,
Main to Banke Ki Banki Ban Gayi,
Aur Banka Ban Gaya Mera ।
Is Banke Ka Sab Kuch Banka,
Is Banke Ka Sab Kuch Banka,
Main to Banke Ki Banki Ban Gayi,
Aur Banka Ban Gaya Mera ॥
Banke Hai Nand Baba Aur Yashumati,
Banki Ghadi Jamne Hai Bihari,
Banke Kanhaiya Ke Banke Hai Bhrat,
Ladake Bade Hal Musal Dhari...
Banki Mili Dulhan Jagvandan,
Aur Banke Gopal Ke Banke Pujari,
Bhaktan Darshan Den Ke Karan,
Jhanke Jharokha Mein Banke Bihari,
॥ Main to Banke Ki Banki Ban Gayi… ॥
Rasiya Ki Chhaliya Ki,
Sajna Ki Saiya Ki,
॥ Main to Banke Ki Banki Ban Gayi… ॥
Banki Pagchandrika Tapar,
Aur Banka Turra Rarak Raha Hai,
Garsirapech Maal Aur Banki,
Banke Ki Patki Chatak Aha Hai...
Banke Nain Sen Sar Banke,
Ben Binod Maha Hai,
Banke Ki Banki Jhanki Kar,
Baki Rahayo Kaha Hai,
॥ Main to Banke Ki Banki Ban Gayi… ॥
Rasiya Ki Chhaliya Ki,
Sajna Ki Saiya Ki,
. Main to Banke Ki Banki Ban Gayi...
Ye Tede So Prasann,
Tedi Baatan So Ati Prasan,
Tede Tede Lakshan Anek Kaan Kare Ke...
Ham So Tendai Bhool Mat Kariyo Koi,
Ham Hai Upasi Ek Tedi Taang Vale Ke
॥ Main to Banke Ki Banki Ban Gayi… ॥
Rasiya Ki Chhaliya Ki,
Sajna Ki Saiya Ki,
॥ Main to Banke Ki Banki Ban Gayi… ॥
Tede Tipare Katare Kirit Ki,
Mang Ki Paag Ki Dhari Ki Jay Jay,
Kundal Jaye Kapolan Pe,
Muskanahu Dheer Prahari Ki Jay Jay..
Rajeshwari Din Raat Rato,
Yahi Mohan Ki Banvari Ki Jay Jay,
Prem Te Bolo Ji Bolat Dolo,
Bolo Shri Banke Bihari Ki Jay Jay
॥ Main to Banke Ki Banki Ban Gayi… ॥
Main to Banke Ki Banki Ban Gayi,
Aur Banka Ban Gaya Mera,
Main to Banke Ki Banki Ban Gayi,
Aur Banka Ban Gaya Mera ।
Is Banke Ka Sab Kuchh Banka,
Is Banke Ka Sab Kuchh Banka,
Main to Banke Ki Banki Ban Gayi,
Aur Banka Ban Gaya Mera ॥