Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel
Hanuman Chalisa - Hanuman ChalisaDownload APP Now - Download APP NowAditya Hridaya Stotra - Aditya Hridaya StotraFollow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel

Maat Bhawani Ambe Maa (मात भवानी अम्बे माँ - भजन)


Maat Bhawani Ambe Maa
Maat Bhawani Ambe Maa,
Meri Naiya Bhavar Mein Hai Aa,
Tu Sankat Har Le Maa,
Maat Bhawani Ambe Rani ॥
Jab Bhi Chala Koe Leke Saphina,
Tupha Se Wo Ladte Jaye,
Naam Tera Maa Ratate Ratate,
Bhab Sagar Tar Jaye,
Jab Dubegi Naiya Tu Aa Jana Maiya,
Ye Gehra Hai Sagar Ki Paani,
Maat Bhawani Ambe Maa,
Meri Naiya Bhavar Mein Hai Aa,
Tu Sankat Har Le Maa,
Maat Bhawani Ambe Rani ॥

Aae Musibat Mujh Par Agar Maa,
Pal Bhar Mein Wo Lot Jaye,
Tere Charanon Mein Ye Sar Jhukaun,
Jivan Saphal Ho Jaye,
Main Dil Se Pukaru Maa Arj Gujaru,
Ab Paar Karo Kalyani,
Maat Bhawani Ambe Maa,
Meri Naiya Bhavar Mein Hai Aa,
Tu Sankat Har Le Maa,
Maat Bhawani Ambe Rani ॥

Hai Ye Tamanna O Ambe Maiya,
Tera Karam Ho Jaye,
Sital Ho Jaye Tan Maan Dono,
Pawan Ye Ghar Ho Jaye,
Ye Najare Hai Pyasi Hai Vinati Jarasi,
Mere Ghar Bhi Maiya Tu Aana,
Maat Bhawani Ambe Maa,
Meri Naiya Bhavar Mein Hai Aa,
Tu Sankat Har Le Maa,
Maat Bhawani Ambe Rani ॥

Maat Bhawani Ambe Maa,
Meri Naiya Bhavar Mein Hai Aa,
Tu Sankat Har Le Maa,
Maat Bhawani Ambe Rani ॥

मात भवानी अम्बे माँ - भजन हिन्दी में पढ़ें

मात भवानी अम्बे माँ, मेरी नैया भवर में है आ, तू संकट हर ले माँ, मात भवानी अम्बे रानी ॥
Read Also

Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Sheesh Gang Ardhang Parvati

Sheesh Gang Ardhang Parvati, Sada Virajat Kailasi । Nandi Bhrngi Nrty Karat Hain, Dharat Dhyan Sur Sukhrasi ॥

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Hey Bhole Shankar Padharo

Hey Bhole Shankar Padharo Baithe Chhip Ke Kahan, Bhole Shankar Padharo ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
×
Bhakti Bharat APP