Download Bhakti Bharat APP
Subscribe BhaktiBharat YouTube Channel - Subscribe BhaktiBharat YouTube ChannelHanuman Chalisa - Hanuman ChalisaDownload APP Now - Download APP NowFollow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel

Laal Laal Chunari Sitaron Wali (लाल लाल चुनरी सितारो वाली - भजन)


Laal Laal Chunari Sitaron Wali
Laal Laal Chunari Sitaron Wali,
Sitaro Wali,
Jise Odhakar Aayi Hai,
Maan Sherowali ॥
Jisko Brahma Ne Banaya,
Jisko Vishnu Ne Sajaya,
Jisko Bhole Ne Rang Mein Rang Dali,
Laal Laal Chunari Sitaron Wali,
Sitaro Wali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sherowali ॥

Laal Laal Chunari Sitaron Wali,
Sitaro Wali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sherowali ॥

Rang Chunari Ka Shakti Apaar Deta,
Paap Man Mein Base Isko Maar Deta,
Jisne Saari Ala-bala,
Bhagto Ki Taali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sherawali ॥

Laal Laal Chunari Sitaron Wali,
Sitaro Wali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sherowali ॥

Iske Kone Mein Riddhi-siddhi Rahati Hai,
Shubh Aur Laabh Bhakto Ko Deti Hai,
Bhakto Ke Man Ko Yah,
Chunari Bhaane Wali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sherawali ॥

Laal Laal Chunari Sitaron Wali,
Sitaro Wali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sherowali ॥

Maan Ke Sar Pe Yah Chunadi,
Suhani Lagti,
Saari Duniya Hai Maan Ki,
Deewani Lagti,
Dukh Ke Badal Door Yah,
Bhagane Wali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sheraawali ॥

Laal Laal Chunari Sitaron Wali,
Sitaro Wali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sherowali ॥

Apni Chunari Ki Chhaya Mein,
Bitha Le Shyam Ko,
Lakkha Japta Rahe,
Maan Tumhare Naam Ko,
Bhakto Ko De De Maan,
Amrit Ki Pyali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sherawali ॥

Laal Laal Chunari Sitaro Wali,
Sitaro Wali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sherawali,

Jisko Brahma Ne Banaya,
Jisko Vishnu Ne Sajaya,
Jisko Bhole Ne Rang Mein Rang Dali,
Laal Laal Chunari Sitaron Wali,
Sitaro Wali,
Jise Odhkar Aayi Hai,
Maan Sherawali ॥

लाल लाल चुनरी सितारो वाली - भजन हिन्दी में पढ़ें

लाल लाल चुनरी सितारों वाली, सितारो वाली, जिसे ओढकर आई है...
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanLakhbir Singh BhajanLakkha Bhajan

Other Popular Laal Laal Chunari Sitaron Wali Video

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Jab Te Ram Bhayai Ghar Aaye

Jab Ten Ramu Byahi Ghar Aaye । Nit Nav Mangal Mod Badhaye ॥ To drive away poverty from home and to bring happiness, prosperity, peace, listen to these chaupaiyan of mangalacharan of Ayodhya Kand everyday..

Kanha Roj Roj Tumko Sajata Rahun

Kanha Roj Roj Tumko Sajata Rahoon Aur Manata Rahoon, Par Bhajan Mein Kabhi Kuch Kami Ho Nahin ।

Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye

Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye, Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye, Main Apne Duhkh Ko, Main Apne Duhkh Ko Hoon Bisraye, Vo Khushiyan Apne Sath Hai Laye, Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye ॥

Shree Ganpati Maharaj Mangal Barsao

Shree Ganpati Maharaj, Mangal Barsao, Shiv Ji Ke Pyare, Maiya Gaura Ke Dulare, Devon Ke Sartaj, Mangal Barsao, Shree Ganpati Maharaj, Mangal Barsao ॥

Jai Jai Ganpati Gauri Nandan

Jai Jai Ganpati Gauri Nandan, Hum Aaye Sharan Tihaari Prabhu, Tum Riddhi Siddhi Ke Ho Data, Hum Bhaktan Par Balihari Prabhu, Jai Jai Ganpati Gaunri Nandan, Hum Aaye Sharan Tihaari Prabhu ॥

Shiv Parvati Ne Tumhe Vardan De Diya

Kalayug Mein Bhav Se Paar, Chaaho Bhakto Jo Jaana, Gauri Gajananan Ko Sada, Man Se Hi Dhyaana, Bhakto Ke Man Mein Tumne, Apna Sthaan Kar Diya, Shri Ganesh Ye Kalyug, Tumhare Naam Kar Diya ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Durga Chalisa - Durga Chalisa
Subscribe BhaktiBharat YouTube Channel - Subscribe BhaktiBharat YouTube Channel
×
Bhakti Bharat APP