Ganeshotsav
Ganesh Aarti Bhajan - Hanuman Chalisa - Download APP Now - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel -

Jhunjhu Me Laga Kar Baithi Jo Darbar Hai (झुंझुनू में लगाकर बैठी जो दरबार है: भजन)


Jhunjhu Me Laga Kar Baithi Jo Darbar Hai
Jhunjhu Me Laga Kar Baithi Jo Darbar Hai,
Wo Jhunjhul Wali Meri Palanhar Hai,
Unake Hi Isharon Chalata Ye Sansar Hai,
Palanahar Hai Khevanahar Hai,
Jhunjhu Me Laga Kar Baithi Jo Darbar Hai,
Wo Jhunjhul Wali Meri Palanhar Hai ॥
Ban Jaye Bigdi Sabki,
Ye Bigde Kaam Banati,
Bachho Ko Dadi Apne,
Hai Palkon Par Bithati,
Inki Mamta Ke Aage Sab Bekar Hai,
Palanahar Hai Khevanahar Hai,
Jhunjhu Me Laga Kar Baithi Jo Darbar Hai,
Wo Jhunjhul Wali Meri Palanhar Hai ॥

Duniya Mein Satiya Bahot Hain,
Siramaur Hai Meri Dadi,
Hai Kaliyug Ki Avtari,
Jise Puje Duniya Sari,
Bhakton Ke Bharti Ye Bhandar Hai,
Palanahar Hai Khevanahar Hai,
Jhunjhu Me Laga Kar Baithi Jo Darbar Hai,
Wo Jhunjhul Wali Meri Palanhar Hai ॥

Duniya Thukraye Jisko,
Use Dadi Gale Lagati,
Jag Mein Pahachan Bane,
Is Layak Maiya Banati,
‘Ashok’ Ke Sar Pe Bhi Maa Tera Haath Hai,
Palanahar Hai Khevanahar Hai,
Jhunjhu Me Laga Kar Baithi Jo Darbar Hai,
Wo Jhunjhul Wali Meri Palanhar Hai ॥

Jhunjhu Me Laga Kar Baithi Jo Darbar Hai,
Wo Jhunjhul Wali Meri Palanhar Hai,
Unake Hi Isharon Chalata Ye Sansar Hai,
Palanahar Hai Khevanahar Hai,
Jhunjhu Me Laga Kar Baithi Jo Darbar Hai,
Wo Jhunjhul Wali Meri Palanhar Hai ॥

झुंझुनू में लगाकर बैठी जो दरबार है: भजन हिन्दी में पढ़ें

झुंझुनू में लगाकर बैठी जो दरबार है, वो झुँझन वाली मेरी पालनहार है, उनके ही इशारों चलता ये संसार है, पालनहार है खेवनहार है, झुंझनु में लगाकर बैठी जो दरबार है, वो झुँझन वाली मेरी पालनहार है ॥
Read Also

Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ghar Me Padharo Gajanan Ji

Ghar Mein Padharo Gajananji, Mere Ghar Mein Padharo, Riddhi Siddhi Leke Aao Ganaraja...

Ganapati Aaj Padharo Shri Ramaji Ki Dhun Me

Ramji Ki Dhun Mein, Shri Ramji Ki Dhun Mein । Modak Bhog Lagao, Shri Ramji Ki Dhun Mein

Ganapati Tere Charno Ki Pag Dhool Jo Mil Jaye

Ganapati Tere Charno Ki, Bapp Tere Charno ki, Pag Dhool Jo Mil Jaye, Sach Kahata Hun Ganpati, Takadir Sambhal Jae, Ganapati Tere Charno Ki ॥

Gauri Ke Lal Tumko Sadar Naman Hamara

Gauri Ke Lal Tumko, Sadar Naman Hamara, Gauri Ke Lal Tumko, Sadar Naman Hamara, Har Kaam Se Main Pahale, Sumiran Karun Tumhara, Gauri Ke Lal Tumko, Sadar Naman Hamara ॥

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana

Gaiye Ganpati Jagvandan

Gaiye Ganapati Jagvandan। Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥ Siddhi Sadan Gajvadan Vinayak।

Gauri Ke Nanda Gajanand Gauri Ke Nanda

Gauri Ke Nanda Gajanan, Gauri Ke Nanda, Mhane Buddhi Dijo Ganaraj Gajanan

Hanuman Chalisa -
Ganesh Aarti Bhajan -
×
Bhakti Bharat APP