Jagat Ke Rang Kya Dekhun Tera Deedar Kafi Hai,
Kyon Bhatakon Gairon Ke Dar Pe Tera Darabar Kafi Hai॥
Nahin Chahie Ye Duniyaan Ke, Nirale Rang Dhang Mujhko
Nirale Rang Dhang Mujhko
Chali Jaon Main Vrindavan, Tera Darbar Kafi Hai
॥ Jagat Ke Rang Kya Dekhun...॥
Jagat Ke Saj Baajon Se, Hue Hain Kan Ab Bahre
Hue Hain Kan Ab Bahre
Kahan Jake Sunon Anhad, Teri Jhankar Kafi Hai
॥ Jagat Ke Rang Kya Dekhun...॥
Jagat Ki Jhothi Raushani Se, Hain Ankhein Bhar Gayi Meri
Hain Ankhein Bhar Gayi Meri
Meri Ankhon Mein Ho Hardam, Tera Chamkar Kafi Hai
॥ Jagat Ke Rang Kya Dekhun...॥
Jagat Ke Rishtedaronn Ne, Phailaya Jal Maya Ka
Phailaya Jal Maya Ka
Tere Bhakton Se Preeti Ho, Yahi Pariwar Kafi Hai
॥ Jagat Ke Rang Kya Dekhun...॥
Jagat Ke Rang Kya Dekhun Tera Deedar Kafi Hai,
Kyon Bhatakon Gairon Ke Dar Pe Tera Darabar Kafi Hai॥
आरती कुंजबिहारी की |
आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन |
श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं |
आरती श्री बाल कृष्ण जी की |
ॐ जय जगदीश हरे |
मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं |
कृष्ण भजन |
अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं |
श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारीIf you love this bhajan please
like,
share or
comment!
Follow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future
![Add To Favorites Add To Favorites](https://www.bhaktibharat.com/theme/images/fav-icon.png)
* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!