Download Bhakti Bharat APP
Hanuman Chalisa - Hanuman ChalisaDownload APP Now - Download APP NowAditya Hridaya Stotra - Aditya Hridaya StotraFollow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel

Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala (हर हर बम बम के नारे से खुश होने वला: भजन)


Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala
Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala,
Ye Hai Damru Wala,
Tan Pe Hai Bhashmi Ramaye Pahane Mrig Ki Chhala,
Ye Hai Damru Wala ॥
Bhang Dhatura Nit Ye Bhog Lagaye,
Shish Pe Chandra Jata Se Gang Bahaye,
Abhusan Hai Jinke Gale Sarpon Ki Mala,
Ye Hai Damru Wala,
Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala,
Ye Hai Damru Wala ॥

Nandi Ki Sawari Karte Sang Mein Mata Gauri Hai,
Bhooto Se Rishta Inka Kahalate Aghori Hai,
Vish Ko Pi Kar Nil Kantha Kahanale Wala,
Ye Hai Damru Wala,
Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala,
Ye Hai Damru Wala ॥
BhaktiBharat Lyrics

Sone Ki Lanka Dedi Ravan Ko Daan Mein,
Bhagirath Ko Ganga Dedi Jag Kalyan Mein,
Khush Ko Kar Var Vashmasur Ko Dene Wala,
Ye Hai Damru Wala,
Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala,
Ye Hai Damru Wala ॥

हर हर बम बम के नारे से खुश होने वला: भजन हिन्दी में पढ़ें

हर हर बम बम के नारे से खुश होने वला, ये है डमरू वाला, तन पे है बसम रमाये पहने मृग की शाला, ये है डमरू वाला ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala

Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala, Ye Hai Damru Wala, Tan Pe Hai Bhashmi Ramaye Pahane Mrig Ki Chhala, Ye Hai Damru Wala ॥

Mere Bhole Baba Arzi Suno Main Tumhe Manane Aayi Hun

Mere Bhole Baba Arzi Suno, Main Tumhe Manane Aayi Hun, Meri Bigadi Bana Dege Baba,
Mein Tumhai Manane Aayi Hun, Mere Bhole Baba Arzi Suno ॥

Bhole Baba Ne Pakda Hath

Bhole Baab Ne Pakada Haath, Ki Rahata Har Pal Mere Sath, Akela Mat Samjho,
Akela Mat Samjho ॥

Jay Ho Baba Vishwanath

Jay Ho Baba Biswanath, Jay Ho Bhola Shankar, Sadashiv Ashutosh, Sadashiv Ashutosh,
Dina Tu Digambar, Jay Ho Baba Biswanath, Jay Ho Bholashankar ॥

Shri Mahakal Aisa Vardan Do

Shri Mahakal Aisa Vardan Do, Gunagan Tumhara Sunata Rahun, Sansar Mein jab Jab Janam Mile, To Mahakal Nagari Mein Aata Rahun, Shri Mahakal Aisa Vardan Do, Gunagan Tumhara Sunata Rahun ॥

Jai Ram Rama Ramanan Samanan

Jai Ram Rama Ramanan Samanan । Bhav Tap Bhayakul Pahi Janam ॥ Awadhes Suresh Ramesh Bibho ।

Sanso Ki Mala Pe Simru Main Pee Ka Naam

Apne Maan Ki Mein Jaanu, Aur Pi Ke Maan Ki Ram, Sanso Ki Mala Pe Simru Main Pi Ka Naam, Apne Maan Ki Mein Jaanu, Aur Pi Ke Maan Ki Ram, Sanso Ki Mala Pe Simru Main Pi Ka Naam, Sanso Ki Mala Pe Simru Main Pi Ka Naam ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Shiv Chalisa - Shiv Chalisa
×
Bhakti Bharat APP