Bol Pinjre Ka Tota Ram,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Bol Pinjre Ka Tota Ram,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re ॥
Prabhu Ki Bhakti Subah Ke Jaisi,
Maya Hai Ek Dhalti Shaam,
Duvidha Mein Na Dou Jaye,
Maya Mile Na Tujhko Ram,
Tu Chun Le Bhakti Abhiram,
Tu Chun Le Bhakti Abhiram Re,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Bol Peenjre Ka Tota Ram,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re ॥
Chanchal Man Ko Kendrit Kar De,
Shri Hari Ji Ke Charanon Mein,
Bhog Vilas Mein Samay Ganva Mat,
Kuchh Bhi Nahin Hai Sapno Mein,
Chhod Aalas Sakal Vishram,
Chhod Aalas Sakal Vishram Re,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Bol Peenjre Ka Tota Ram,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re ॥
Bhajan Ke Ras Ka Amrit Peekar,
Bhakti Ki Shakti Tu Le Le,
Apne Manush Tan Jeevan Ko,
Prani Yahan Saphal Kar Le,
Karle Aavagam Ko Pranam,
Karale Aavagam Ko Pranam Re,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Bol Peenjre Ka Tota Ram,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re ॥
Is Duniya Ne Bande Tera,
Kahin Nahin Thikana Hai,
Ek Din Pinjara Chhod Ke Panchhi,
Door Bahut Ud Jana Hai,
Udke Ke Jana Hai Prabhu Ke Dham,
Udke Ke Jana Hai Prabhu Ke Dham Re,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Bol Peenjre Ka Tota Ram,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re ॥
Bol Pinjre Ka Tota Ram,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re,
Bol Pinjre Ka Tota Ram,
Hare Ram Radheshyam Siyaram Re ॥