Bhole Shiv Mangalkari,
Bhole Ki Mahima Nyari,
Bhole Ki Bhakti Karlo,
Bhole Ko Bhakti Pyari,
Bhole Ko Dhyan Mein Dharke,
Niklega Jo Mandir Se,
Bhole Har Lenge Uski,
Pida Hi Saari,
Bhole Shiv Mangalkari,
Bhole Ki Mahima Nyari ॥
Khud Vish Pi Amrt Ko Tyage,
Asha Koun Nirala Jag Mein,
Asha Koun Nirala,
Bhasmasur Pe Khush Ho Ke,
Manchaha Bar De Dala,
Jag Mein Asha Koun Nirala,
Wo Hai Bhola Mera,
Wo Hai Gangadhar,
Aadha Wo Nar Ban Jae,
Adha Wo Nari,
Bhole Shiv Mangalkari,
Bhole Ki Mahima Nyari ॥
Chaahe Chadhao Bilvapatr Ya,
Chahe Phol Chadhao,
Wo To Bhabo Ka Hai Bhukha,
Pakwano Ka Bhog Lagao,
Chahe Bhang Dhatura,
Chahe Rakh Do Rukha Sukha,
Prem Se Jo Bhi Do,
Bhawo Se Jo Bhi Do,
Sabke Maan Ki Rakhta Hai,
Bhole Bhandari,
Bhole Shiv Mangalkari,
Bhole Ki Mahima Nyari ॥
Jo Mastak Pe Ganga Dhare,
Uspe Jal Ki Dhara,
Kesi Leela Uski Nyari,
Jisako Puje Suranar Munijan,
Ravan Ko Jo Pyara,
Wo Hai Shiv Shankar Tripurari,
Uske Naam Anek,
Uske Roop Anek,
Krushna Bhi Puje Puje,
Abadh Vihari,
Bhole Shiv Mangalkari,
Bhole Ki Mahima Nyari ॥
Bhole Shiv Mangalkari,
Bhole Ki Mahima Nyari,
Bhole Ki Bhakti Karlo,
Bhole Ko Bhakti Pyari,
Bhole Ko Dhyan Mein Dharke,
Niklega Jo Mandir Se,
Bhole Har Lenge Uski,
Pida Hi Saari,
Bhole Shiv Mangalkari,
Bhole Ki Mahima Nyari ॥