Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa,
Aur Rang Na Bhayega,
Jay Shree Ram Ke Naam Ka Nara,
Ghar Ghar Se Ab Ayega,
Ayodha Ki Nagri Mein Ab,
Kesariya Lehrayega,
Kesariya Kesariya Mharo,
kesariya kesariya ॥
Matra Bhumi Ke Kaan Kaan Par Ab,
Ram Naam Likha Jayega,
Bharat Maata Harsh Rahi Hai,
Shree Ram Ghar Ayega,
Ayodha Ki Nagri Mein Ab,
Kesariya Lehrayega,
Kesariya Kesariya Mharo,
kesariya kesariya ॥
Hanumat Ko Rang Aisa Chadha Hai,
Ram Naam Gun Gayega Shree,
Ram Ki Janm Bhumi Par,
Swarn Mandir Ban Jayega,
Ayodha Ki Nagri Mein Ab,
Kesariya Lehrayega,
Kesariya Kesariya Mharo,
kesariya kesariya ॥
Dasmohan Shree Ram Ki,
Mala Japte Hi Reh jayega,
Vijay Raav Aur Sunita Ko,
Bhagawa Rang Chadh Jayega,
Ayodha Ki Nagri Mein Ab,
Kesariya Lehrayega,
Kesariya Kesariya Mharo,
kesariya kesariya ॥
Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa,
Aur Rang Na Bhayega,
Jay Shree Ram Ke Naam Ka Nara,
Ghar Ghar Se Ab Ayega,
Ayodha Ki Nagri Mein Ab,
Kesariya Lehrayega,
Kesariya Kesariya Mharo,
kesariya kesariya ॥
If you love this bhajan please
like,
share or
comment!
Follow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future

* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!