Download Bhakti Bharat APP
Damodar Astakam - Damodar AstakamDownload APP Now - Download APP NowHanuman Chalisa - Hanuman ChalisaFollow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel

Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi (आज अष्टमी की पूजा करवाउंगी: भजन)


Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi
Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi,
Jyot Maiya Ji Ki Pawan Jagaungi,
Hey Maiya Hey Maiya,
Sada Ho Teri Jay Maiya,
Maan Ki Murado Pe Paungi,
Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi,
Jyot Maiya Ji Ki Pawan Jagaungi ॥
Chhoti Chhoti Kanjako Ko,
Ghar Apne Bulaungi,
Charan Dhulaun, Tilak Lagaun,
Chunri Laal Udaungi,
Hey Maiya Hey Maiya,
Paar Laga Meri Maiya,
Mahima Sada Teri Gaungi,
Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi,
Jyot Maiya Ji Ki Pawan Jagaungi ॥

Ashtami Ka Din To Hota Hai,
Murade Pane Ka,
Khol Ke Rakhti Dwar Maiya,
Hey Maiya Hey Maiya,
Main Bhi Talungi Na Maiya,
Jholi Apni Maa Bharwaongi,
Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi,
Jyot Maiya Ji Ki Pawan Jagaungi ॥

Astha Bhujao Wali Maata,
Ashta Siddhiyo Ka Var De,
Satya Dagar Pe Chalne Ko,
Jivan Mera Sundar Kar De,
Hey Maiya Hey Maiya,
Paar Laga Meri Maiya,
Mahima Sada Main Teri Gaungi,
Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi,
Jyot Maiya Ji Ki Pawan Jagaungi ॥

Wo Hai KIsmat Wale Jinko,
Pyar Tera Mil Jata Hai,
Uska Ho kalyan Tere,
Maan Ko Jo Bha Jata Hai,
Hey Maiya Hey Maiya,
Meri Khabar Bhi Le Maiya,
Tera Upkar Na Bhulaungi,
Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi,
Jyot Maiya Ji Ki Pawan Jagaungi ॥

Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi,
Jyot Maiya Ji Ki Pawan Jagaungi,
Hey Maiya Hey Maiya,
Sada Ho Teri Jay Maiya,
Maan Ki Murado Pe Paungi,
Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi,
Jyot Maiya Ji Ki Pawan Jagaungi ॥

आज अष्टमी की पूजा करवाउंगी: भजन हिन्दी में पढ़ें

आज अष्टमी की पूजा करवाउंगी, ज्योत मैया जी की पावन जगाउंगी। हे मैया हे मैया, सदा हो तेरी जय मैया, मन की मुरादे मैं पाऊँगी, आज अष्टमी की पूजा करवाऊँगी, ज्योत मैया जी की पावन जगाउंगी ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Man Tera Mandir Ankhen Diya Bati

Man Tera Mandir Aankhe Diya Bati, Hontho Ki Hain Thaliyan Bol Phool Pati, Rom Rom Jiwha Tera Naam Pukarti...

Ae Ri Main To Prem Diwani

Ai Ri Main to Prem-deewani, Mero Dard Na Jaane Koy | Dard Ki Mari Ban-ban Dolun, Vaidya Milya Nahin Koy ।

Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi

Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi, Jyot Maiya Ji Ki Pawan Jagaungi, Hey Maiya Hey Maiya,
Sada Ho Teri Jay Maiya, Maan Ki Murado Pe Paungi, Aaj Ashtami Ki Pooja Karwaongi, Jyot Maiya Ji Ki Pawan Jagaungi ॥

Chalo Bhole Baba Ke Dware

Chalo Bhole Baba Ke Dware, Sab Duhkh Katenge Tumhare, Bhole Baba Bhole Baba, Bhole Baba Bhole Baba, Bhole Baba Bhole Baba, Chalon Bhole Baba Ke Dware, Sab Duhkh Katenge Tumhare ॥

Kawad Utha Le Dhyan Shiv Ka Laga Le

Kawad Utha Le Dhyan, Shiv Ka Lagale, Bhar Denge Jholi Bhole, Bigdi Bana Le, Har Har Mahadev,
Har Har Mahadev ॥

Hey Jyoti Roop Jwala Maa

dware tihare badi bheed ho jagdambe-ambe, maiya dware tere kanya pukare...

Tere Naam Ki Dhun Lagi

Tere Naam Ki Dhun Lagi, Man Hai Tera Matwala, Main Taan Hoon Murli Ki

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Achyutam Keshavam - Achyutam Keshavam
×
Bhakti Bharat APP