Mehek Utha Ghar Baar Meri Maa Ek Tere Aa Jane Se
Mehek Utha Ghar Baar Meri Maa, Ek Tere Aa Jane Se, Is Tarah Hi Aate Rehna, Kisi Na Kisi Bahane Se,
Kisi Na Kisi Bahane Se Maa, Kisi Na Kisi Bahane Se, Mehek Utha Ghar Baar Meri Maa, Ek Tere Aa Jane Se, Is Tarah Hi Aate Rehna, Kisi Na Kisi Bahane Se ॥
Bhajan
Maiya Tere Navratre Hai Mai To Nachu Cham Cham
Maiya Tere Navratre Hai, Main To Nachu Cham Chama Cham, Chhamachham Chhamachham Chhamachham, Maiya Tere Jagrate Hai, Main To Gaun Tere Gun, Chhamachham Chhamachham Chhamachham, Teri Dhun Main Magan, Mera Jhum Raha Maan, Jese Nache Hai Mor, Dekh Rimjhim Sawan, Ghanan Ghana Ghan, Chhamachham Chhamachham Chhamachham, Maiya Tere Navratre Hai,
Main To Nachu Cham Chama Cham ॥
Bhajan
Kabhi To Mere Ghar Aana Mori Sharda Bhawani
Kabhi To Mere Ghar Aana, Mori Sharda Bhawani, Sharda Bhavani, Sharda Bhavani, Kabhi To Mere Ghar Aana, Mori Sharda Bhawani ॥
Bhajan
Radhe Radhe Japo Chale Aayenge Bihari
Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Rato Chale Ayenge Bihari, Ayenge Bihari Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari ॥
Bhajan
Vrindavan Jane Ko Jee Chahta Hai
Vrindavan Jaane Ko Jee Chahtaa Hai, Raadhe Radhe Gaane Ko Jee Chahtaa Hai, Vrindavan Mere Baanke Bihaaree..
Bhajan
Us Unche Mandiron Wali Ki, Meri Maiya Mehro Wali Ki, Main Ladli Sherowali Ki, Main Ladli Sherowali Ki ॥
Bhajan
Norta ki Raat Maiya Garba Rambwa Aano Hai
Naurata Ki Raat Maiya, Garabe Ramava Aano Hai, Thaane Vadon Nibhano Hai, Norta ki Raat ॥
Bhajan
Unche Unche Parvat Pe Sharda Maa Ka Dera Hai
Unche Unche Parvat Pe, Sharda Maa Ka Dera Hai, Matlab Ki duniya Main, Sachha Prem Tera Hai, Unche Unche Parvat Pe, Maiya Ka Baseara Hai, Matlab Ki duniya Main, Sachha Prem Tera Hai ॥
Bhajan
O Maiya Tera Mujhko Deedar Ho Jaye
O Maiya Tera Mujhko, Deedar Ho Jaye, Ujda Chaman Phir Se, Mera Gulzar Ho Jaye ॥
Bhajan
Sunle O Meri Maiya Mujhe Tera Hi Sahara
Sunle O Meri Maiya, Mujhe Tera Hi Sahara, Tera Hi Sahara Mujhe, Tera Hi Sahara ॥
Bhajan
Suno Bhawani Araj Hamari Daya Karo Maa Kripa Karo Maa
Suno Bhawani Araj Hamari, Daya Karo Maan Kripa Karo Maan, Sharan Mein Baithe Hai Maan Tumhari, Daya Karo Maan Kripa Karo Ma ॥
Bhajan
Mujhe Tera Sahara Sada Chahiye
Aasra Is Jahaan Ka Mile Na Mile, Mujhe Tera Sahara Sada Chahiye ॥
Bhajan
Bhagwan Tumhare Charno Mein Main Tumhe Rijhane Aaya Hun
Bhagwan Tumhare Charnon Mein, Main Tumhe Rijhane Aaya Hoon, Vani Main Tanik Mithas Nahi, Par Vinay Sunane Aaya Hoon ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.