Jis Aur Nazar Ferun Dadi Chahun Aur Nazara Tera Hai
Jis Aur Nazar Ferun Dadi, Chahun Aur Nazara Tera Hai, Satiyon Mein Tu Siramaur Hai Maa, Sancha Ye Dwar Tera Hai, Jis Aur Nazar Ferun Dadi, Chahun Aur Nazara Tera Hai ॥
Bhajan
Saj Dhaj Baithya Dadi Ji Lunrai Vara
Saj Dhaj Baithya Dadi Ji, Lun Rai Vara, Nijara Utara Maa Ki, Nijara Utara, Nijara Utara Maa Ki, Nijara Utara ॥
Bhajan
Beech Bhawar Mein Fasi Meri Naiya
Beech Bhawar Mein Fasi Meri Naiya, Tumhi Ho Khivaiya Maa, Tumhi Ho Khivaiya ॥
Bhajan
Maat Bhawani Ambe Maa, Meri Naiya Bhavar Mein Hai Aa, Tu Sankat Har Le Maa, Maat Bhawani Ambe Rani ॥
Bhajan
Hey Mahashakti Hey Maa Ambey Tera Mandir Bada Hi Pyara Hai
Hey Mahashakti Hey Maan Ambe, Tera Mandir Bada Hi Pyara Hai ॥
Bhajan
Mata Rani Kijiye Karipa Ki Barsat
Mata Rani Kijiye, Kirpa Ki Barsat, Sar Pe Hamare Rakhiye, Sar Pe Hamare Rakhiye, Apna Vardani Hath, Mata Rani Kijiye, Kirpa Ki Barsat ॥
Bhajan
Maa Ke Dil Jaisa Duniya Mein Koi Dil Nahi
Isase Badh Ke Koi Shay Bhi, Komal Nahin, Maan Ke Dil Jaisa, Duniya Mein Koi Dil Nahin, Maan Ka Dil, Maan Ka Dil, Maan Ka Dil, Maan Ka Dil ॥
Bhajan
Jara Phool Bicha Do Aangan Mein Meri Maiya Aane Wali Hai
Jara Phool Bicha Do Aangan Mein, Meri Maiya Aane Wali Hai, Meri Maiya Aane Wali Hai, Meri Maiya Aane Wali Hai, Jara Phool Bicha Do Aangan Mein, Meri Maiya Aane Wali Hai ॥
Bhajan
Arji Sunkar Meri Maiya Ghar Mein Mere Aayi
Arji Sunkar Meri Maiya, Ghar Mein Mere Aayi, Jhoom Jhoom Ke Naachoon Main to, Baatoon Aaj Badhai, Naachoon Jhoom Jhoom Ke, Gaoon Jhoom Jhoom Ke ॥
Bhajan
Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise
Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥
Bhajan
Sab Milkar Mangal Gao Aaj Hai Jagrata
Sab Milkar Mangal Gao, Aaj Hai Jagrata, Tum Prem Se Maa Ko Manao, Aaj Hai Jagrata ॥
Bhajan
Meri Maa Ambe Durga Bhawani, Kis Jagah Tera Jalava Nahin Hai, Tera Jalava Koi Koi Dekhe, Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai, Tera Jalwa Jalwa Jalwa, Tera Jalwa Jalwa Jalwa, Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai ॥
Bhajan
Maiya Tu Karti Hai Pal Mein Kamaal
Maiya Tu Karti Hai Pal Mein Kamaal, Mujhko Bhi kar De Maiya Tu Malamal, Aaya Hun Dar Pe Tere Mujhko Sambhal, Mujhko Bhi kar De Maiya Tu Malamal ॥
Bhajan
Maiya Ye Jeevan Hamara Aapke charno Me Hai
Maiya Ye Jeevan Hamara, Aapke charno Me Hai, Din Dukhiyo Ka Gujara, Aapke charno Me Hai, Maiya Ye Jivan Hamara, Aapke charno Me Hai ॥
Bhajan
Aaye Ji Aaye Navrate Aaye, Bhakton Ko Maiya Darshan Dikhayen, Har Koi Maa Ko Niharta, Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka, Sundar Saje Darbar Ka, Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka, Sundar Saje Darbar Ka ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.