Kuldevi Ki Puja Jo Karta Hai Din Raat
Kuldevi Ki Pooja, Jo Karta Hai Din Raat, Uske Jeevan Mein Hoti Hai, Khushiyon Ki Barsaat ॥
Bhajan
Chalo Chaliye Maa Ke Dham Bulawa Aaya Hai
Chalo Chalie Maa Ke Dhaam, Maiya Ne Bulaya Hai, Aaya Khushiyon Ka Paigaam, Maiya Ne Bulaya Hai,
Bulawa Aaya Hai, Sandesa Aaya Hai, Aae Chitthi Sabke Naam, Maiya Ne Bulaya Hai, Chalo Chalie Maa Ke Dhaam, Maiya Ne Bulaya Hai ॥
Bhajan
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai । Kab Dalogi, Mere Ghar Phera | Tere Bin, Ji Nahin Lagta Mera,
Bhajan
Jai Mata Di Bol Bhagta Chitthi Maa Ki Aayegi
Jai Mata Di Bol Bhagta, Chitthi Maa Ki Aayegi, Jaag Jagtare Mein, Maa Tere Bhagy Jagaegi, Dil Se Jo Pukarega, Der Na Lagayega, Jaag Jagtare Mein, Maa Tere Bhagy Jagaegi, Jai Mata Di Bol Bhagta ॥
Bhajan
Hey Maa Mujhako Aisa Ghar De, Jisame Tumhara Mandir Ho, Jyot Jage Din Rain Tumhari...
Bhajan
Dar Dar Ka Bhatakna Chhoot Gaya, Jabse Maan Tera Dwar Mila, Dwar Mila, Dwar Mila, Aankhon Se Bahate Aansoo Ruke...
Bhajan
O Sherawali Maa Kya Khel Rachaya Hai
O Sherawali Maan, Kya Khel Rachaya Hai, Tu Pyar Ka Sagar Hai, Tu Man Ka Kinara Hai, O Sherawali Maan, Kya Khel Rachaya Hai ॥
Bhajan
Jisne Bhi Maa Ki Chaukhat Pe Sar Ko Jhuka Liya
Jisne Bhi Maa Ki Chaukhat Pe, Sar Ko Jhuka Liya, Karke Daya Bhabani Ne, Bahon Mein Utha Liya, Karke Daya Bhabani Ne, Bahon Mein Utha Liya ॥
Bhajan
Badi Mushkil Se Aai Tere Dar, Aash Puri Maa Kar Dena Meri, Liye Sankat Hajaro Ke Haar, Aaj Chinta Maa Har Lena Meri, Badi Mushkil Se Aai Tere Dar, Aash Puri Maa Kar Dena Meri ॥
Bhajan
Aate Hain Har Saal Navrate Mata Ke
Aaye Navaratre Maata Ke, Aaye Navaratre Maata Ke, Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke, Jay Ho Navaratre Maata Ke, Main Puju Har Baar Navaratre Maata Ke ॥
Bhajan
Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera
Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera, Tera Ji Maiya, Unche Pahado Par Dera Dera Ji, Tera Mandar Sunhari Sherawaliye ॥
Bhajan
Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare
Meri Maiya Tumhe Arpan, Bhala Hum Kya Karen, Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala, Dam Kya Bharen, Meri Maiya Tumhen Arpan, Bhala Hum Kya Karen ॥
Bhajan
Mai Hoon Beti Tu Hai Mata, Ye Hai Janam-janam Ka Nata । Mata Raniyen Tujhe Main Bulane Aai Hoon..
Bhajan
Maan Dil Ke Itne Kareeb Hai Tu, Jidhar Bhi Dekhun Nazar Tu Aaye, Jo Aankhe Band Karke Maan Main Dekhoon, Tu Hi Tu Maiya Nazar Hai Aaye, Maan Dil Ke Itne Kareeb Hai Tu, Jidhar Bhi Dekhun Nazar Tu Aaye ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.