Ram Naam Vo Ratte Jaye Ram Ki Mala Japte Jaye
Ram Ram Wo Ratate Jaye, Ram Ki Mala Japate Jaye, Charanon Main Shis Navate Chale, Ram Ke Kaaj Wo Banate Chale, Ram Ram Wo Ratate Jaye, Ram Ki Mala Japate Jaye ॥
Bhajan
Meri Vinti Suno Hanuman Sharan Teri Aaya Hun
Meri Vinati Suno Hanuman, Sharan Teri Aaya Hun, Aaya Hun Ji Aaya Hun, Sharan Teri Aaya Hun,
Pat Rakhna Daya Nidhan, Sharan Teri Aaya Hun, Meri Vinati Suno Hanuman, Sharan Teri Aaya Hun ॥
Bhajan
Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re, Tujhe Aaj Re, O Mere Bala Balavaan Re, Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re,
Tujhe Aaj Re O Mere Bala ॥
Bhajan
Sherawali k Do Nain Pyare Pyare
Sherawali Ke Do Nain Pyaare Pyaare,Tere Mukut Mein Chamke Sitare, Ab Mujhe Gagan Se Kya Lena, Kya Lena, Sherawali Ke Do Nain Pyaare Pyaare,Tere Mukut Mein Chamke Sitare ॥
Bhajan
Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev
Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...
bhajan
Mujhe Shiv Se Nahi, Shiv Mein Milna Hai, Apne Aham Ki, Ahuti De Jalana Hai, Mujhe Shiv Se Nahi, Shiv Mein Milna Hai ॥
Bhajan
Aaj Mila Mauka Bhole Ke Darshan Pane Ka
Aaj Milya Mauka, Bhole Ke Darshan Paane Ka, Neelakanth Pai Chal Nahi, Koe Kaam Ulahaane Ka ॥
Bhajan
Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana Jag Ka Kya Pata
Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana, Jag Ka Kya Pata, Shivay Shiv Shiv Bol Mana, Tan Kya Pata, Bhole Bhole Bhole Bol Mana, Dhan Ka Kya Pata, Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata ॥
Bhajan
Shambhu Ye Teri M aya Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chaya
Shambhu Ye Teri Maya, Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chhaya, Khud Tune Vish Piya,
Auro Ko Amrt Pilaya, Tere Jaisa Yogi, Na Mila Hai Na Paya, Sansen Tab Tak Chalegi,
Jab Tak Rahega Tera Saya, Shambhu Ye Teri Maya, Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chhaya ॥
Bhajan
Bhole Shiv Mangalkari Bhole Ki Mahima Nyari
Bhole Shiv Mangalkari, Bhole Ki Mahima Nyari, Bhole Ki Bhakti Karlo, Bhole Ko Bhakti Pyari, Bhole Ko Dhyan Mein Dharke, Niklega Jo Mandir Se, Bhole Har Lenge Uski, Pida Hi Saari, Bhole Shiv Mangalkari, Bhole Ki Mahima Nyari ॥
Bhajan
Gora Ne Ghot Kar Piskar Chhankar
Gaura Ne Ghot Kar, Pees Kar Chhaan Kar, Shiv Ko Bhangiya Pilai, Maja Aa Gaya,
Chhod Kailash Ko, Pahunche Shamashan Mein, Ganje Ki Dam Lagayi, Maja Aa Gaya ॥
Bhajan
Hey Nath Daya Karke Meri Bigdi Bana Dena
Hey Nath Daya Karke, Meri Bigdi Bana Dena, Ab Tak Jo Nibhaya Hai, Age Bhi Nibha Dena, Age Bhi Nibha Dena, Hey Nath Daya Karke, Meri Bigdi Bana Dena ॥
Bhajan
Aao Aa Jao Bholenath, Tere Khayalon Mein Khoya Rahun Mein, Tere Khayalon Mein Khoya Rahun Mein,
Jagu Din Aur Raat, Aao Aa Jao Bholenath, Aao Aa Jao Bholenath ॥
Bhajan
Aaja Kalyug Me Leke Avtar O Bhole
Aaja Kalyug Me Leke, Avtar O Bhole, Apne Bhakto Ki Sunle, Pukara O Bhole, Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.