Yashoda Jaayo Lalna,
Main Vedan Mein Sun Aayi,
Main Vedan Mein Sun Aayi,
Puranan Mein Sun Aayi,
Yashoda Jaayon Lalna,
Main Vedan Mein Sun Aayi ॥
Mathura Ya Ne Janm Liyo Hai,
Mathura Ya Ne Janm Liyo Hai,
Gokul Mein Jhoole Palna,
Main Vedan Mein Sun Aayi,
Yashoda Jaayon Lalna,
Main Vedan Mein Sun Aayi ॥
Le Vasudev Chale Gokul Ko,
Le Vasudev Chale Gokul Ko,
Yamuna Ne Dhoe Charana,
Main Vedan Mein Sun Aayi,
Yashoda Jaayon Lalna,
Main Vedan Mein Sun Aayi ॥
Ratna Jadit Ya Ko Bano Hai Paalna,
Ratna Jadit Ya Ko Bano Hai Paalna,
Resham Ke Laage Ghooghara,
Main Vedan Mein Sun Aayi,
Yashoda Jaayon Lalna,
Main Vedan Mein Sun Aayi ॥
Chandrasakhi Bhaj Baal Krishn Chhavi,
Chandrasakhi Bhaj Baal Krishn Chhavi,
Chir Jeeve Tero Lalna,
Main Vedan Mein Sun Aayi,
Yashoda Jaayon Lalna,
Main Vedan Mein Sun Aayi ॥
Yashoda Jaayo Lalna,
Main Vedan Mein Sun Aayi,
Main Vedan Mein Sun Aayi,
Puranan Mein Sun Aayi,
Yashoda Jaayon Lalna,
Main Vedan Mein Sun Aayi ॥