Veer Hanumana Ram Ka Diwana (वीर हनुमाना राम का दीवाना: भजन)


Cham Cham nache Dekho Veer Hanuman,
Veer Hanuman Ram Ka Deewana,
Ram Ka Deewana,
Cham Cham nache Dekho Veer Hanuman ॥Din Dekhe Na Raat Ye,
Phere Mala Ram Ki,
Na pPravaah Kis Kam Ki,
Paravaah Apane Ram Ki,
Ram Ki Lagan Mein Hain Magan Bade,
Ram Ki Sharan Mein Hain Atal Khade,
Ram Gun Gaye Har Pal,
Jhume Hai Deewana,
Jhume Hai Deewana,
Cham Cham nache Dekho Veer Hanuman ॥

Bachpan Ki Ek Baat Hai,
Jab Chote Se Laal The,
Suraj NIgal Gaye Muhn Main,
Ase Anjani Laal The,
Devo Ne Jab Vinati Kari,
Tab Bala Ko Samjh Pari,
Maan Se Ye Bhole Ye Tan Se,
Veer Balwan,
Veer Balwan,
Cham Cham nache Dekho Veer Hanuman ॥

Dushton Ke Ye Kaal Hain,
Santan Ke Pratipaal Hain,
Ravan Ka Bhram Todakar,
Bane Ram Rakhaval Hain,
Ramaji Ka Naam Lie Garaje Bali,
Kaat Dale Phand Sab Veer Bali,
Bhoot Pret Dhundhe Darakar,
Apana Thikaana,
Apana Thikaana,
Cham Cham nache Dekho Veer Hanuman ॥

Cham Cham nache Dekho Veer Hanuman,
Veer Hanuman Ram Ka Deewana,
Ram Ka Deewana,
Cham Cham nache Dekho Veer Hanuman ॥
वीर हनुमाना राम का दीवाना: भजन - हिन्दी में पढ़ें
छम छम नाचे देखो वीर हनुमाना, वीर हनुमाना राम का दीवाना, राम का दीवाना, छम छम नाचे देखो वीर हनुमाना ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bhajan: Uth Jag Musafir Bhor Bhai

Uth Jaag Musafir Bhor Bhai, Ab Rain Kahan Jo Sovat Hai ..

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..