Unche Unche Pahado Pe Maiya Ji Ka Basera Hai (ऊँचे ऊँचे पहाड़ो पे, मैया जी का बसेरा है - भजन)


Unche Unche Pahado Pe,
Maiya Ji Ka Basera Hai,
Niche Hum Rahate,
Upar Maiya Ji Ka Dera Hai,
Unche Unche Pahado Pe,
Maiya Ji Ka Basera Hai ॥
Maiya Ji Ke Dware Pe,
Andha Pukar Raha,
Andhe Ko Aankhe Do,
Use Tera Hi Sahara Hai,
Unche Unche Pahado Pe,
Maiya Ji Ka Basera Hai ॥

Maiya Ji Ke Dware Pe,
Kodhi Pukar Raha,
Kodhi Ko Kaya Do,
Use Tera Hi Sahara Hai,
Unche Unche Pahado Pe,
Maiya Ji Ka Basera Hai ॥

Maiya Ji Ke Dware Pe,
Nirdhan Pukar Raha,
Nirdhan Ko Maya Do,
Use Tera Hi Sahara Hai,
Unche Unche Pahado Pe,
Maiya Ji Ka Basera Hai ॥

Maiya Ji Ke Dware Pe,
Baanjhan Pukar Rahi,
Baanjhan Ko Santan Do,
Use Tera Hi Sahara Hai,
Unche Unche Pahado Pe,
Maiya Ji Ka Basera Hai ॥

Maiya Ji Ke Dware Pe,
Kanya Pukar Rahi,
Kanya Ko Var Ghar Do,
Use Tera Hi Sahara Hai,
Unche Unche Pahado Pe,
Maiya Ji Ka Basera Hai ॥

Maiya Ji Ke Dware Pe,
Bhagat Pukaar Rahe,
Bhakto Ko Darshan Do,
Unhen Tera Hi Sahara Hai,
Unche Unche Pahado Pe,
Maiya Ji Ka Basera Hai ॥

Unche Unche Pahado Pe,
Maiya Ji Ka Basera Hai,
Niche Hum Rahate,
Upar Maiya Ji Ka Dera Hai,
Unche Unche Pahado Pe,
Maiya Ji Ka Basera Hai ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
ऊँचे ऊँचे पहाड़ो पे, मैया जी का बसेरा है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ऊँचे ऊँचे पहाड़ो पे, मैया जी का बसेरा है, निचे हम रहते, ऊपर मैया जी का डेरा है, ऊंचे ऊंचे पहाड़ो पे, मैया जी का बसेरा है ॥
Bhajan Maa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJyotawali Maan BhajanPahadawali Maan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai

Bade Maan Se Jamana, Maan Tumko Poojta Hai, Tere Naam Ka Tarana...

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr