Prayer Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho (तुम्ही हो माता पिता तुम्ही हो - प्रार्थना)


Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho ।
Tumhi Ho Bandhu, Sakha Tumhi Ho ॥
Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho ।
Tumhi Ho Bandhu, Sakha Tumhi Ho ॥
Tum Hi Ho Sathi, Tum Hi Sahare ।
Koi Na Apna Siva Tumhare ॥
Tum Hi Ho Sathi, Tum Hi Sahare ।
Koi Na Apna Siva Tumhare ॥

Tum Hi Ho Naiya, Tum Hi Khivaiya ।
Tum Hi Ho Bandhu, Sakha Tum Hi Ho ॥

Tum Hi Ho Mata, Pita Tumhi Ho ।
Tum Hi Ho Bandhu, Sakha Tumhi Ho ॥

Jo Khil Sake Na Vo Phul Ham Hain ।
Tumhare Charanon Ki Dhul Ham Hain ॥
Jo Khil Sake Na Vo Phul Ham Hain ।
Tumhare Charanon Ki Dhul Ham Hain ॥

Daya Ki Drishti, Sada Hi Rakhna ।
Tum Hi Ho Bandhu, Sakha Tumhi Ho ॥

Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho ।
Tumhi Ho Bandhu, Sakha Tumhi Ho ॥
Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho ।
Tumhi Ho Bandhu, Sakha Tumhi Ho ॥



Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Chitragupt
Movie: Main Chup Rahungi (1962)
तुम्ही हो माता पिता तुम्ही हो - प्रार्थना - हिन्दी में पढ़ें
तुम्ही हो माता, पिता तुम्ही हो । तुम्ही हो बंधू, सखा तुम्ही हो ॥ तुम ही हो साथी, तुम ही सहारे..
Bhajan Prayer BhajanSchool BhajanCollege BhajanVidhyalay BhajanMata Pita BhajanParent BhajanLata Mangeshkar BhajanMovie Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tere Dar Pe Maa Zindagi Mil Gayi Hai

Tere Dar Pe Maa, Zindagi Mil Gayi Hai, Mujhe Duniya Bhar Ki, Khusi Mil Gae Hai, Tere Dar Pe Maa, Zindagi Mil Gayi Hai ॥

Maiya Main Teri Patang

Maiya Main Teri Patang, Hawa Vich Udti Jawagi, Maiya Dor haathen Chaddi Na, Main Katti Jawagi,
Dati Mein Tera Patang ॥

Sawan Suhana Aaya Hai

Sawan Hai Suhana Suhana Suhana, Darshan Maa Ka Pana Hai Pana Hai Pana ॥

Saj Rahi Meri Ambe Maiya Sunahare Gote Mein

Saj Rahi Meri Ambe Maiya, Sunehri Gote Mein । Roophari Gote Mein ॥

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye