Tum Ram Ke Pujari Ho Bal Brahmachari (तुम राम के पुजारी, हो बाल ब्रम्हचारी: भजन)


Tum Ram Ke Pujari,
Ho Baal Bramhachari,
Vinati Suno Hamari,
Bajarang Gadadhari,
Vinati Suno Hamari,
Bajarang Gadadhari ॥
Baal Samay Ravi Ko Mukh Rakha,
Jag Mein Hua Andhiyara,
Ram Daas Ko Grasit Kiya Hai,
Indr Ne Vajr Se Maara,
Ho Gae Pavan Dukhari,
Ho Baal Bramhachari,
Vinati Suno Hamari,
Bajarang Gadadhari,
Vinati Suno Hamari,
Bajarang Gadadhari ॥

Aap Agar Na Hote Sahayak,
Ram Na Nayak Hote,
Aap Krupa Na Karte Hey Swami,
Hum Bhi Na Gayak Hote,
Puje Ye Duniya Sari,
Ho Baal Bramhachari,
Vinati Suno Hamari,
Bajarang Gadadhari,
Vinati Suno Hamari,
Bajarang Gadadhari ॥

Tum Ram Ke Pujari,
Ho Baal Bramhachari,
Vinati Suno Hamari,
Bajarang Gadadhari,
Vinati Suno Hamari,
Bajarang Gadadhari ॥
तुम राम के पुजारी, हो बाल ब्रम्हचारी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तुम राम के पुजारी, हो बाल ब्रम्हचारी, विनती सुनो हमारी, बजरंग गदाधारी, विनती सुनो हमारी, बजरंग गदाधारी ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...