Tum Hi Mere Krishna Tumhi Mere Kanha (तुम ही मेरे कृष्णा तुम्ही मेरे कान्हा: कृष्ण भजन)


Tum Hi Mere Krishna Tumhi Mere Kanha,
Lagi Tumse Prit Sunle Mere Nandlala,
Har Ek Roop Mein Dhyaun Mein Tumko,
Shyam Bhi Tum Ho Aor Tum Hi Gopala ॥
Hun Bechen Swami Kyun Ho Dur Hum Se,
Har Pal Tumhai Niharun Apne Nayan Se,
Mujhe Tumne Dekha Jab Bhi Mere Kanha,
Bujha Ke Har Ek Trishna Dhanya Kar Dala,
Tum Hi Mere Krishna Tumhi Mere Kanha,
Lagi Tumse Prit Sunle Mere Nandlala ॥
BhaktiBharat Lyrics

Gar Tumjo Saath Mere Har Pal Hi Jit Ho,
Bandhu Sakha Ho Sab Ke Radhaji Ki Prit Ho,
Gulshan Ke Phool Ho Jivan Ke Bagban,
Sang Mein Sada Hi Rahna Murlidhar Madhava,
Tum Hi Mere Krishna Tumhi Mere Kanha,
Lagi Tumse Prit Sunle Mere Nandlala ॥
तुम ही मेरे कृष्णा तुम्ही मेरे कान्हा: कृष्ण भजन - हिन्दी में पढ़ें
तुम ही मेरे कृष्णा तुम्ही मेरे कान्हा, लागी तुझसे प्रीत सुनले मेरे नंदलाला, हर एक रूप में ध्याऊँ में तुमको, श्याम भी तुम हो और तुम ही गोपाला ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanYashoda Laal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

aaj avadh mein khushiya chhai

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...

Sharan Mein Aaye Hain Hum Tumhari

Sharan mein aye hain ham tumhari, daya karo hey dayalu bhagawan...

Karunamayi Kripamayi Meri Dayamayi Radhe

Karunamayi Kirpamayi, Meri Dayamayi Radhe ॥