Tere Hote Kyu Dadi Main Haar Jati Hoon (तेरे होते क्यो दादी, मैं हार जाती हूँ: भजन)


Har Baar Mein Khud Ko,
Lachar Pati Hun,
Tere Hote Kyu Dadi,
Main Haar Jati Hoon,
Tere Hote Kyu Dadi,
Main Haar Jati Hoon ॥Har Kadam Pe Kya Yun Hi,
Main Thokar Khaungi,
Maa Itna Kah Do Kya,
Main Jit Na Paungi,
Teri Chokhat Main Kya,
Bekar Aati Hun,
Tere Hote Kyu Dadi,
Main Haar Jati Hoon ॥

Kyun Aapni Beti Ko,
Tu Bhuli Bishri Hai,
Laado Ardash Liye,
Chokhat Pe Pashri Hai,
Teri Mamta Yaad Dilane,
Tere Dwar Aati Hun,
Tere Hote Kyu Dadi,
Main Haar Jati Hoon ॥

Mera Haath Pakad Le Maa,
Main Itna Hi Chahun,
‘Swati’ Jeevan Mein Phir,
Main Haar Nahi Paun,
Arama Ye ‘Harsh’ Liye,
Darbar Aati Hun,
Tere Hote Kyu Dadi,
Main Haar Jati Hoon ॥

Har Baar Mein Khud Ko,
Lachar Pati Hun,
Tere Hote Kyu Dadi,
Main Haar Jati Hoon,
Tere Hote Kyu Dadi,
Main Haar Jati Hoon ॥
तेरे होते क्यो दादी, मैं हार जाती हूँ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हर बार मैं खुद को, लाचार पाती हूँ, तेरे होते क्यों दादी, मैं हार जाती हूँ, तेरे होते क्यो दादी, मैं हार जाती हूँ ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare

Meri Maiya Tumhe Arpan, Bhala Hum Kya Karen, Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala, Dam Kya Bharen, Meri Maiya Tumhen Arpan, Bhala Hum Kya Karen ॥

Main Hoon Beti Tu Hai Mata

Mai Hoon Beti Tu Hai Mata, Ye Hai Janam-janam Ka Nata । Mata Raniyen Tujhe Main Bulane Aai Hoon..

Maa Dil Ke Itne Kareeb Hai Tu

Maan Dil Ke Itne Kareeb Hai Tu, Jidhar Bhi Dekhun Nazar Tu Aaye, Jo Aankhe Band Karke Maan Main Dekhoon, Tu Hi Tu Maiya Nazar Hai Aaye, Maan Dil Ke Itne Kareeb Hai Tu, Jidhar Bhi Dekhun Nazar Tu Aaye ॥

Dware Tihare Badi Bheed Ho Jagdambe

Dware Tihare Badi Bheed Ho Jagdambe-maiya, Maiya Dware Tere Kanya Pukare...

Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai

Sar Pe Chunariya Lal, Aur Hathon Mein Mehndi Rachai Hai, Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai, Sar Pe Chunariya Lal..