Tere Dwar Khada Main Haar Gaya Hun Mere Shyam (तेरे द्वार खडा, मैं हार गया हूँ मेरे श्याम: भजन)


Tere Dwar Khada,
Tere Dwar Khada,
Main Haar Gaya Hun Mere Shyam,
Main Haar Gaya Hun Mere Shyam,
Tere Dwar Khada,
Tere Dwar Khada,
Nahin Koi Thikana Hai Duniya Mein,
Tere Dar Ke Siva Mere Shyam,
Tere Dar Ke Siva Mere Shyam,
Tere Dwar Khada,
Tere Dwar Khada ॥
Hara Hoon Main Mere Karmo Ke Karan,
Thamta Nahin Hai Aankhon Se Sawan,
Meri Atki Bhanwar Bich Naiya,
Khaye Hichkole Shyam,
Khaye Hichkole Shyam,
Hey Shyam Hey Shyam,
Tere Dwar Khada,
Tere Dwar Khada ॥

Layak Nahin Tere Dwar Ke Baba,
Par Main Karoon Kya Samajh Na Aata,
Mere Papon Ki Ginti Badi Hai,
Tujhe Sab Hai Pata Mere Shyam,
Hey Shyam Hey Shyam,
Tere Dwar Khada,
Tere Dwar Khada ॥

Sunkar Main Charcha Dar Tere Aaya,
Parivar Laakhon Ka Tune Chalaya
Karo Mujhpe Reham Mere Baba,
Pakdo Meri Baahen Shyam,
Pakdo Meri Baahen Shyam,
Hey Shyam Hey Shyam,
Tere Dwar Khada,
Tere Dwar Khada ॥

Tere Dwar Khada,
Tere Dwar Khada,
Main Haar Gaya Hun Mere Shyam,
Main Haar Gaya Hun Mere Shyam,
Tere Dwar Khada,
Tere Dwar Khada,
Nahin Koi Thikana Hai Duniya Mein,
Tere Dar Ke Siva Mere Shyam,
Tere Dar Ke Siva Mere Shyam,
Tere Dwar Khada,
Tere Dwar Khada ॥
तेरे द्वार खडा, मैं हार गया हूँ मेरे श्याम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे द्वार खड़ा, तेरे द्वार खडा, मैं हार गया हूँ मेरे श्याम, मैं हार गया हूँ मेरे श्याम, तेरे द्वार खडा, तेरे द्वार खडा, नहीं कोई ठिकाना है दुनिया में, तेरे दर के सिवा मेरे श्याम, तेरे दर के सिवा मेरे श्याम, तेरे द्वार खडा, तेरे द्वार खडा ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...