Sun Radhika Dulari Main (सुन राधिका दुलारी में - भजन)


Sun Radhika Dulari Mein,
Hoon Dwar Ka Bhikhari,
Tere Shyam Ka Pujari,
Ek Peeda Hai Hamari ,
Humen Shyam Na Mila …
Hum Samjhe the Kanha Kahi Kunjan Mein Hoga,
Abhi to Milan Ka Humane Sukh Nahin Bhoga

O Sunke Prem Ki Paribhasha,
Man Mein Bandhi Thi Jo Asha,
Asha Bhi Re Nirasha,
Jhuti De Gaya Dilasha
Hamen Shyam Na Mila…

Deta Hai Kanhai Jise Prem Ki Disha,
Sab Vidhi Uski Leta Bhi Hai Pariksha …..

O Kabhi Nikat Bulaye, Kabhi Duriyan Badhaye,
Kabhi Hashayen Rulaye Chhaliya Hath Nahin Aaye
Hamen Shyam Na Mila…

O Apna Jise Yahan Kahe Sab Koi, Uske Liye Mein Din Raat Roi,
O Neh Duniya Se Toda, Nata Sanware Se Joda,
Usne Aisa Mukh Moda Hamen Kahi Ka Na Chhoda
Hamen Shyam Na Mila …
सुन राधिका दुलारी में - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सुन राधिका दुलारी में, हूँ द्वार का भिखारी, तेरे श्याम का पुजारी..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanRavindra Jain Bhajan

Other Popular Sun Radhika Dulari Main Video

Sun Radhika Dulari By Gurudev

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Ghar Maiya Aai Hai

Mere Ghar Maiya Aai Hai , Soi Takadir Jagai Hai Soi Takadir Jagai Hai, Mere Ghar Maiya Aai Hai , Maiya Ne Bigdi Banai Hai॥

Jab Bhak Bulate Hain Hari Daud Ke Aate Hain

Jab Bhakt Bulate Hain, Hari Daud Ke Aate Hain ॥ Vo to Din Aur Duhkhion Ko ॥

Bhasm Tere Tan Ki Ban Jau Bholenath

Bhasm Tere Tan Ki, Ban Jaun Bholenath, Bhakti Mein Teri, Ram Jaun Bholenath, Shaam Subah Gun Tera, Gaun Bholenath, Bhakti Mein Teri, Ram Jaun Bholenath ॥

Karte Sab Pe Daya Ki Najar Shiv Bhole Shankar

Karate Sab Par Daya Ki Najar, Shiv Bhola Shankar, nBaba Bhole Baba Baba Bhole Baba,
Baba Bhole Baba Baba Bhole Baba ॥

Bhole Baba Tere Darbar Mein Jo Aate Hai

Bhole Baba Tere Darwar Main Jo Aate Hai, Jholiyan Bharate Hai Wo Khali Nahi Jate Hai,
Jholiyan Bharate Hai Wo Khali Nahi Jate Hai ॥