Bhajan: Siyarani Ka Achal Suhag Rahe (सियारानी का अचल सुहाग रहे - भजन)


Mere Mithila Desh Mein, Aao Dulha Bhesh ।
Taate Yahi Upasana, Chahiye Hamen Hamesha ॥
Siyarani Ka Achal Suhag Rahe ।
Maiya Rani Ka Achal Suhag Rahe ।
Raja Ram Ji Ke Sir Par Taaj Rahe ॥

Jab Tak Prithvi Ahishish Rahe ।
Nabh Mein Shashi Surya Prakash Rahe ।
Ganga Jamuna Ki Dhar Rahe ।
Tab Tak Yah Banak Bana Rahe ॥
॥ Siyarani Ka Achal Suhag Rahe… ॥

Ye Bana Rahen Ve Banin Rahen ।
Nit Bana Banin Mein Banin Rahen ॥
Avichal Shri Avadh Ka Raaj Rahe ।
Aviral Shri Sarayu Ki Dhaar Bahe ॥
॥ Siyarani Ka Achal Suhag Rahe… ॥

Premijan Ka Barbhag Rahe ।
Charnon Mein Nit Anurag Rahe ॥
Ye Suhag Rahe Sirtaaj Rahe ।
Nit Nit Yah Banak Bana Rahe ॥
॥ Siyarani Ka Achal Suhag Rahe… ॥

Siyarani Ka Achal Suhag Rahe ।
Maiya Rani Ka Achal Suhag Rahe ।
Raja Ram Ji Ke Sir Par Taaj Rahe ॥
सियारानी का अचल सुहाग रहे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सियारानी का अचल सुहाग रहे। मैया रानी का अचल सुहाग रहे। राजा राम जी के सिर पर ताज रहे। जब तक पृथ्वी अहिषीश रहे...
Bhajan Shri Ram BhajanMata Sita BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami Bhajan BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...