Singh Sawari Mahima Bhari,
Pahadon Mein Asthan Tera,
Bramha Vishnu Shiv Shankar Bhi,
Karte Maan Gungan Tera ॥
Kolkata Mein Kaali Se,
Tere Mandir Nagar Nagar Mein,
Tera Bhare Navraat Mein Mela,
Teri Pooja Ho Ghar Ghar Mein,
Dholagadh Aur Gudgaame Mein,
Bhakt Dharte Dhyaan Tera,
Bramha Vishnu Shiv Shankar Bhi,
Karte Maan Gungan Tera ॥
Tane Shumbh Nishumbh Hai Sanhare,
Aur Rakt Beej Hai Maare,
Tane Apne Bhakt Ubare,
Tere Goonj Rahe Jaikaare,
Dwarpaal Se Bhairo Ji,
Aur Sevak Se Hanuman Tera,
Bramha Vishnu Shiv Shankar Bhi,
Karte Maan Gungan Tera ॥
Kabhi Ban Ke Durga Aai,
Shiv Ki Shakti Kahalai,
Maan Bankai Dropati Chandi,
Kaurav Sena Khapvai,
Maan Paancho Pandav Sheesh Jhuka Ke,
Kiya Maat Sanmaan Tera,
Bramha Vishnu Shiv Shankar Bhi,
Karte Maan Gungan Tera ॥
Jo Tera Dhyaan Lagave,
Maan Man Ikchha Phal Paave,
Tera ‘raajpaal’ Dodi Pe,
Maan Baith Tera Gungaan Kare,
Yo ‘Lakhkha’ Bhente Gaave,
Gun Gaate Hai Ved Puran Tera,
Bramha Vishnu Shiv Shankar Bhi,
Karte Maan Gungan Tera ॥
Singh Sawari Mahima Bhari,
Pahadon Mein Asthan Tera,
Bramha Vishnu Shiv Shankar Bhi,
Karte Maan Gungan Tera ॥
दुर्गा चालीसा |
आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी |
आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली |
महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् |
माता के भजन