Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare (राम भजन - श्री रामजी पधारे)


Jai Siya Ram
Hey ! Hey !...
Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare
Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare
Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare
Hey ! Dekho Sundar Nagariya Mein Ramji Padhare
Haan ! Dekho Ayodhya Nagariya Mein Ramji Padhare

Nacho Gao Sab Mangal Gavo
Jai Shri Ram Ka Nara Lagavo
Haan Dekho, Haan Dekho, Haan Dekho
Mohani Muratiya, Ramji Padhare

Ram Ji Ke Sang Mein Virajen Seeta Mai
Sita Ram Sang Mein Lakshman Bhai
Seva Mein Sevame Hanuman Gosain
Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare

Brahm Ji Ne Ved Gaye
Naradji Ki Veena Bole
Dama Ke Dam-Dam, Dama Ke Dam-Dam
Shivji Ka Damru Baje
Haan Baaje, Haan Baaje, Shyam Ki Muraliya
Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare
Bhaktibharat Lyrics

Ramji Padhare, Shri Ramji Padhare
Ramji, Mere Ramji
Ramji Padhare, Shri Ramji Padhare

Dekho Ayodhya Nagariya Mein Ramji Padhare
Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare
Dekho Sundar Nagariya Mein Ramji Padhare
Dekho Ayodhya Nagariya Mein Ramji Padhare

Jai Siya Ram !
राम भजन - श्री रामजी पधारे - हिन्दी में पढ़ें
रामजी पधारे , श्री रामजी पधारे, हे ! देखो अवध नगरीय में रामजी पधारे
Bhajan Ayodhya BhajanDiwali BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanOsman Mir Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Maa Rewa: Tharo Pani Nirmal

Ma Rewa Tharo Paani Nirmal, Khal Khal Behto Jaye Re..

Maa Sharde Kaha Tu Veena Baja Rahi Hain

Maa Sharde Kahan Tu, Veena Baja Rahi Hain, Kis Manju Gyan Se Tu

Bhajan Maa Sharade Vandana

Hai Sharade Maa, Hai Sharade Maa, Agyanta Se Hamen Taar De Maa ।

Saraswati Amritwani

Suramay Veena Dharini, Saraswati Kala Nidhaan, Paavan Aasheesh Se Karade, Jan Jan Ka Kalyaan ।..