Sanwer ki Dharti (सांवेर की धरती - भजन)


[i]Sanwer Ki Dharti[i]
Sanwer Ki Dharti Hanumat Saaje, Chale Hai Inki Marji
Sanwer Ki Dharti
Patal Mein Jaakar Jab Bajrang, Ahiravan Raaj Mitate Hai
Dil Baag Baag Ho Jata Hai, Jab Ram Hriday Muskate Hai
Sun Ke Patan Ki Aawaje, Sun Ke Patan Ki Aawaje,
Yu Lage Kahi Vidhvans Jage
Are Ram Lakhan Sang Aate Hi, Sena Ke Man Sang Harsh Jage ॥

Bajrang Baba Ki Yah Pratima, Yahan Ulta Darshan Deti Hai
Gam Koso Door Ho Jata Hai. Kasht Aur Peeda Har Leti Hai, O....
Sun Jaysiyaram Ke Naaron Se, Sun Jayasiyaram Ke Naron Se
Nagar, Gagan, Poora Jage
Sanwer Nagar Ki Yah Bhoomi, Indaur Ujjain Ke Madhy Base

[i]Sanwer Ki Dharti[i]
सांवेर की धरती - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सांवेर की धरती हनुमत साजे, चले है इनकी मर्जी, सांवेर की धरती
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Sanwer ki Dharti

Sanwer Ki Dharti Hanumat Saaje, Chale Hai Inki Marji, Sanwer Ki Dharti

Jara Chalke Ayodhya Ji Me Dekho

Jara Chal Ke Ayodhya Ji Mein Dekho, Ram Sarayu Nahate Milenge ॥

Jin Par Kirpa Ram Kare

Ram Naam Aadhar Jinhen, Vo Jal Mein Rah Banate Hain, Jin Par Krpa Ram Karen,

Avadh Me Chhai Khushi Ki Bela

avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela, Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela । Chaudah Saal Van Mein Bitayen

Jo Karte Rahoge Bhajan Dhire Dhire

Jo Karte Rahoge Bhajan Dhire Dhire । To Mil Jaayega Vo Sajan Dhire Dhire ।