Sajado Ghar Ko Gulshan Sa (सजा दो घर को गुलशन सा - भजन)


Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa,
Awadh Mein Ram Aaye Hain,
Awadh Me Ram Aaye Hai,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Lage Kutiya Bhi Dulhan Si,
Awadh Me Ram Aaye Hain,
Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa,
Awadh Me Ram Aayen Hain ।
Pakharon Inke Charnon Ko,
Baha Kar Prem Ki Ganga,
Bichha Do Apni Palkon Ko,
Awadh Me Ram Aaye Hain,
Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa,
Awadh Me Ram Aaye Hain ।

Teri Aahat Se Hai Wakif,
Nahin Chehre Ki Hai Darkar,
Bina Dekhen Hi Kah Denge,
Lo Aa Gaye Hai Mere Sarkar,
Lo Aa Gaye Hai Mere Sarkar,
Duaon Ka Hua Hai Asar,
Duaon Ka Hua Hai Asar,
Awadh Me Ram Aaye Hain,
Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa,
Awadh Me Ram Aaye Hain ।

Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa,
Awadh Mein Ram Aaye Hain,
Awadh Me Ram Aaye Hai,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Lage Kutiya Bhi Dulhan Si,
Awadh Me Ram Aaye Hain,
Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa,
Awadh Me Ram Aayen Hain ।
सजा दो घर को गुलशन सा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सजा दो घर को गुलशन सा, अवध मे राम आए है, मेरे सरकार आए हैं..
Bhajan Diwali BhajanAyodhya BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanRam Navmi BhajanShri Raghuvar BhajanJai Shri Ram BhajanJanmbhoomi BhajanRam Janmbhoomi Bhajan5 August BhajanShilanyas BhajanDiwali BhajanRaj Pareek Bhajan

Other Popular Sajado Ghar Ko Gulshan Sa Video

By Devi Neha Saraswat

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai

Bade Maan Se Jamana, Maan Tumko Poojta Hai, Tere Naam Ka Tarana...

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr