Shanti Ke Doot Hai Hum
Shanti Ke Hai Hum Poojari
Shanti Ke Doot Hai Hum
Shanti Ke Hai Hum Poojari
Ho Preet Reet Sheel Ho Ye Dharti Humari
Tulsi Vaani Shri Ram Ki Ye Kahani
Ho Deti Sandesha Purusarth Ki Humesha
Deti Sandesha Purusarth Ki Humesha
Rajpat Aur Ghar-baar Chhod Kar
Nikal Pade Hai Karne Tapshya
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
Sangeet Ki Devi Maa Sarde Bhawani
Vidya Budhi Kaushal Vardhi Kar Do Hum Sabki
Sangeet Ki Devi Maa Sarde Bhawani
Vidya Budhi Kaushal Vardhi Kar Do Hum Sabki
Ahinsha Parmdharm Budha Ki Chhaya
Meethake Shauk Santap Ramrajya Laya
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
"Guru Ji Braham Tatav Kya Hai, Omkar Hi Par Braham Hai, Ekant Mein Uska Jap, Dhyan Usme Leen Ho Jana Hi Par Braham Hai"
Ishwar Ki Dekho Kaisi Mahima
Kanha Ke Bhesh Mein Aaj Ram Janma
Tez Kumuda Mrig Lochan Ati Balshali
Tarkash Teer Tach Nav Rash Leeladhari
Ramayan Mein Teen, Alag-alag Vichar Dharaye Hai, Alag Alag Logo Ki
Pehli Vichardhara Bharat Ki : Unke Anusar Jo Tera Ha Wo Tera Hai, Aur Jo Mera Hai Wo Bhi Tera Hai
Dusri Vichardhara Ravan Ki: Ravan Ke Anusar Jo Mera Hai Wo Mera Hai, Jo Tera Hai Wo Bhi Mera Hai
Tisari Vichardhara Ram Ki: Ram Ke Anusar Jo Tera Hai Wo Tera Hai, Jo Mera Hai Wo Mera Hai
Dekho Nikali Hai Ye Sena
Samarth Balshali, Samarth Balshali
Kadi Mehnat Se Layenge Khushhali
Layenge Khushhali, Layenge Khushhali
Pram Hi Dharm Hai, Ahinsha Hi Pram Hai
Yahi Hai Ramrajyam, Yahi Hai Ramrajyam
Yahi Hai Ramrajyam
Jaati-pati Sab Bhed Mitakar
Lobh Moh Aghyan Agni Mein Jala Kar
Aao Baal Yuvak, Purush Sang Naari
Ho Ramrajyam Ki Kare Teyari
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam
Ram Ram Ram Ram Ram Rajyam