Ram Tum Bade Dayalu Ho (राम तुम बड़े दयालु हो: भजन)


Ram Tum Bade Dayalu Ho,
Nath Tum Bade Dayalu Ho,
Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥
Aur Na Koi Hamara Hai,
Mujhe Ik Tera Sahara Hai,
Naiya Dol Rahi Meri,
Hari Ji Tum Karo Na Ab Deri ।

Ram Tum Baden Dayalu Ho,
Nath Tum Bade Dayalu Ho,
Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Tera Yash Gaya Vedon Ne,
Par Nahin Paya Vedon Ne,
Neti Neti Gaya Vedon Ne ।

Ram Tum Baden Dayalu Ho,
Nath Tum Bade Dayalu Ho,
Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Bhale Hain Bure Hain Tere Hain,
Teri Maya Ke Ghere Hain,
Phir Bhi Ham Balak Tere Hain ।

Ram Tum Baden Dayalu Ho,
Nath Tum Bade Dayalu Ho,
Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Sahara Bhakton Ke Ho Aap,
Mitate Ho Sab Ke Santap,
Karen Jo Bhakti Bhav Se Jaap ।

Ram Tum Baden Dayalu Ho,
Nath Tum Bade Dayalu Ho,
Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Tumhara Naam Mile Bhagwan,
Subah Aur Shaam Mile Bhagwan,
Bhakti Ka Daan Mile Bhagwan ।

Ram Tum Baden Dayalu Ho,
Nath Tum Bade Dayalu Ho,
Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Ram Tum Bade Dayalu Ho,
Nath Tum Bade Dayalu Ho,
Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram ।
Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram ।
Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram ।
Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram ।
राम तुम बड़े दयालु हो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम तुम बड़े दयालु हो, नाथ तुम बड़े दयालु हो, हरी जी तुम बड़े दयालु हो..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navami BhajanJanaki Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanInspirational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanAnil Hanslas Bhaiya Bhajan

Other Popular Ram Tum Bade Dayalu Ho Video

Different Version By Anandmurti Gurumaa

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Mangal Ki Sewa Sun Meri Deva

Mangal Ki Seva Sun Meri Deva, Hath Jod Tere Dwar Khade । Pan Supari Dhwja Nariyal,

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu