Ram Siya Ram, Kaushalya Dashrath Ke Nandan (राम सिया राम, कौशल्या, दशरथ के नंदन - भजन)


Kaushalya, Dashrath Ke Nandan
Ram Lalat Pe Shobhit Chandan
Raghupati Ki Jay Bole Lakshman
Ram Siya Ka Ho Abhinandan
Anjani Putra Pade Hain Charan Mein
Ram Siya Japte Tan Man Mein
Mangal Bhavan Amangal Hari
Dravahu Sudasrath Ajir Bihari

Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram

Mere Tan Man Dhadkan Mein
Siya Ram Ram Hai
Man Mandir Ke Darpan Mein
Siya Ram Ram Hai
Tu Hi Siya Ka Ram
Radha Ka Tu Hi Shyam
Janmo Janam Ka Hi Ye Sath Hai
Meera Ka Tu Bhajan
Bhajate Hari Pavan
Tulsi Mein Bhi Likhi Ye Baat Hai

Mangal Bhavan Amangal Hari
Dravahu Sudasrath Ajir Bihari

Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram

Mangal Bhavan Amangal Hari
Mangal Bhavan Amangal Hari
Dravahu Sudasrath Ajir Bihari

Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
राम सिया राम, कौशल्या, दशरथ के नंदन - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कौशल्या, दशरथ के नंदन, राम ललाट पे शोभित चन्दन, रघुपति की जय बोले लक्ष्मण..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanNew BhajanSachet Tandon Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jai Ram Rama Ramanan Samanan

Jai Ram Rama Ramanan Samanan । Bhav Tap Bhayakul Pahi Janam ॥ Awadhes Suresh Ramesh Bibho ।

Sanso Ki Mala Pe Simru Main Pee Ka Naam

Apne Maan Ki Mein Jaanu, Aur Pi Ke Maan Ki Ram, Sanso Ki Mala Pe Simru Main Pi Ka Naam, Apne Maan Ki Mein Jaanu, Aur Pi Ke Maan Ki Ram, Sanso Ki Mala Pe Simru Main Pi Ka Naam, Sanso Ki Mala Pe Simru Main Pi Ka Naam ॥

Aiso Ras Racho Vrindavan Hai Rahi Payal Ki Jhankar

Aiso Raas Rachyo Vrindavan, Hai Rahi Payal Ki Jhankar ॥

Paar Karenge Naiya Bhaj Krishna Kanhaiya

Paar Karenge Naiya Bhaj Krishna Kanhaiya । Swas Swans Bhaj Nand Dulare, Vo Hi Bigde Kaaz Sabare । Natwar Chatur Rijhaiya, Bhaj Krishna Kanhaiya ॥

Mera Chota Sa Sansar Hari Aa Jao Ek Baar

Mera Chhota Sa Sansar, Hari Aa Jao Ek Baar, Hari Aa Jao, Hari Aa Jao, Meri Naiya Paar Laga Jao, Meri Bigdi Aa Ke Bana Jao...