Ram Naam Se Jagmag Hai (राम भजन - राम नाम से जगमग है)


Vo Kitne Dhanwan Dhani Jo
Ram Ke Darshan Pate Hain
Vo Kitne Dhanwan Dhani Jo
Ram Ke Darshan Pate Hain
Haan Sita Ke Ram Ramaiya
Naiya Paar Lagate Hain
Naam Se Tere Kaam Ho Mera
Ho Jeevan Se Door Andhera
O Main Hoon Tumse Tumse Jag Hai

Mere Ghar Ka Kona-Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Pade Charan Tere Mere Ghar Ghar
Charon Dham Sa Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Ram Naam Se Jagmag Hai Jagmag Hai

Kaushalya Ki Mamta Bhi to
Ram Naam Par Barson Roi

Kaushalya Ki Mamta Bhi to
Ram Naam Par Barso Roi

Chaudah Baras Jo Jaagi Raaten
Us Mamta Ki Aankh Na Soi
Raghukul Reet Sada Chali Aayi
Pran Jaye Par Vachan Na Jaye
Main Hoon Tumse Tumse Jag Hai

Mere Ghar Ka Kona-Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona-Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Pade Charan Tere Mere Ghar Ghar
Charon Dham Sa Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Ram Naam Se Jagmag Hai

Sabri Khilayi Ber Man Se
Ahilya Kar Gayi Prabhu Charan Se

O Sabri Khilayi Ber Man Se
Ahilya Kar Gayi Prabhu Charan Se

Thulasidas Amar Pad Gaaye
Valmiki Hari Katha Sunayen
Main Hoon Tumse Tumse Jag Hai
Bhaktibharat Lyrics

Mere Ghar Ka Kona-Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona-Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Pade Charan Tere Mere Ghar Ghar
Charon Dham Sa Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Ram Naam Se Jagmag Hai Jagmag Hai

Ram Naam Se Jagmag Hai Jagmag Hai
Ram Naam Se Jagmag Hai Jagmag Hai
राम भजन - राम नाम से जगमग है - हिन्दी में पढ़ें
मेरे घर का कोना-कोना, राम नाम से जगमग है, पड़े चरण तेरे मेरे घर घर, चारों धाम सा जगमग है...
Bhajan Ayodhya BhajanDiwali BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanSachet Tandon Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Maa Rewa: Tharo Pani Nirmal

Ma Rewa Tharo Paani Nirmal, Khal Khal Behto Jaye Re..

Maa Sharde Kaha Tu Veena Baja Rahi Hain

Maa Sharde Kahan Tu, Veena Baja Rahi Hain, Kis Manju Gyan Se Tu

Bhajan Maa Sharade Vandana

Hai Sharade Maa, Hai Sharade Maa, Agyanta Se Hamen Taar De Maa ।

Saraswati Amritwani

Suramay Veena Dharini, Saraswati Kala Nidhaan, Paavan Aasheesh Se Karade, Jan Jan Ka Kalyaan ।..