Bhajan: Ram Kahne Se Tar Jayega Par Bhav Se Utar Jayega (राम कहने से तर जाएगा - भजन)


Ram Kahane Se Tar Jaega,
Paar Bhav Se Uttar Jayega।
Us Gali Hogi Charcha Teri,
Jis Gali Se Gujar Jayega।
॥ Ram Kahane Se Tar Jaega...॥

Badi Mushkil Se Nar Tan Mila,
Kal Naa Jane Kidhar Jaega।
॥ Ram Kahane Se Tar Jaega...॥

Apana Daman To Phaila Zara,
Koi Data Bhar Jaega।
॥ Ram Kahane Se Tar Jaega...॥

Sab Kahenge Kahani Teri,
Jab Idhar Se Udhar Jaega।
॥ Ram Kahane Se Tar Jaega...॥

Yaad Aaegi Chetan Teri,
Kam Aisa Jo Kar Jaega।
॥ Ram Kahane Se Tar Jaega...॥

Ram Kahane Se Tar Jaega,
Paar Bhav Se Uttar Jayega।
राम कहने से तर जाएगा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम कहने से तर जाएगा, पार भव से उतर जायेगा। उस गली होगी चर्चा तेरी...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Nahi Mera Nahi Ye Tan

Main Nahin, Mera Nahin, Yah Tan Kisi Ka Hai Diya । Jo Bhi Apne Paas Hai..

Tere Dar Ki Bhikh Se Hai, Mera Aaj Tak Guzaara

Tere Dar Ki Bhikh Se Hai, Mera Aaj Tak Guzaara, Jivan Ka Hai Adhar, Jine Ka Hai Sahara, Tere Dar Ki Bhikh Se Hai, Mera Aaj Tak Guzaara ॥

Prabhu Jo Tumhe Hum Batakar Ke Roye

Prabhu Jo Tumhe Hum, Batakar Ke Roye, Batakar Ke Roye, Use Dil Main Kab Se, Daba Kar Ke Roye, Prabhu Jo Tumhe Hum, Batakar Ke Roye ॥

Mandir Mein Aao Mohan Darshan Ko Bheed Hai

Mandir Mein Aao Mohan, Darshan Ko Bheed Hai, Sevakia Bulave Pyare, Thari Hi Udik Hai, Mandir Mein Aao Mohan ॥

Radhe Radhe Kahiye Lagde Nahi Rupaiye

Radhe Radhe Kahiye Lagde Nahi Rupaiye, Rab Ne Saanu Ankhiya Ditiya, Ankhiya Ditiya Ankhiya Ditiya..