Ram Aa Gaye Dhanya Bhagya Sabari Harshaye (राम आ गए, धन्य भाग्य शबरी हर्षाए: भजन)


Ram Aa Gaye,
Dhanya Bhagya Shabari Harshaye ॥
Aankhon Mein Prem Aansoo,
Charanon Ko Dho Rahi Hai,
Maare Khushi Ke Shabari,
Vyakul Si Ho Rahi Hai,
Kya Laoon Kya Khilaoon,
Kuchh Bhi Samajh Na Aaye,
Ram Aa Gaye,
Dhanya Bhagya Shabari Harshaye ॥

Van Se Jo Todkar Vo,
Dona Mein Ber Laayi,
Sakucha Ke Man Mein Shabari,
Shri Ram Ko Badhai,
Shri Ram Ko Diya Jab,
To Bhi Lakhan Na Khaye,
Ram Aa Gaye,
Dhanya Bhagya Shabari Harshaye ॥

Ram Aa Gaye,
Dhanya Bhagya Shabari Harshaye ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai

Bade Maan Se Jamana, Maan Tumko Poojta Hai, Tere Naam Ka Tarana...

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr