Phagun Ki Yah Masti Kuch Ase Baras Rahi Hai (फागुन की ये मस्ती कुछ ऐसे बरस रही है:भजन)


Phagun Ki Yah Masti Kuch Ase Baras Rahi Hai,
Kuch Aor Hi Kahana Chahun Jay Shree Shyam Hi Nikal Rahi Hai ॥
Khatu Nagari Jo Bhi Jaye Khali Haath Na Aaye,
Jo Lot Lot Kar aaye Wah Jay Shree Shyam Hi Gaye,
Shyam Krupa Se Meri Ye Hasti Badal Rahi Hai,
Kuch Aor Hi Kahana Chahun Jay Shree Shyam Hi Nikal Rahi Hai ॥

Khatu Ki Pawan Galiyon Mein Gunj Raha Jaykara,
Kahate Hai Premi Inko Haar ka Shyam Sahara,
Shyam Darash Ko Meri Ye Ankhiyan Tarash Rahi Hai,
Kuch Aor Hi Kahana Chahun Jay Shree Shyam Hi Nikal Rahi Hai ॥
BhaktiBharat Lyrics

Phagun Aaya Phagun Aaya Saath Mein Khusiyan Laya,
Khush Hokar Ram Shyam Ne Baba Ko Bhajan Sunaya,
Khatu Mein Aakar Ke Sari Duniya Jhoom Rahi Hai,
Kuch Aor Hi Kahana Chahun Jay Shree Shyam Hi Nikal Rahi Hai ॥
फागुन की ये मस्ती कुछ ऐसे बरस रही है:भजन - हिन्दी में पढ़ें
खाटू नगरी जो भी जाए खाली हाथ ना आए, जो लौट लौट कर आए वह जय श्री श्याम ही गए, श्याम कृपा से मेरी ये हस्ती बदल रही है , कुछ और ही कहना चाहूं जय श्री श्याम ही निकल रही है ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanBanke Bihari Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Aise Chup Na Raha Keejie Radhe Radhe Kaha Keejie

Aise, Chup Na, Raha Keejie ॥, Radhe Radhe, Kaha Keejie ॥, Aise, Chup Na, Raha Keejie ॥

Jai Radha Madhav, Jai Kunj Bihari

Jai Radha Madhav, Jai Kunj Bihari, Jai Gopi Jan Ballabh, Jai Giradhar Hari...

Gokul Ki Har Gali Mein Mathura Ki Har Gali Me

Gokul Ki Har Gali Mein, Mathura Ki Har Gali Me, Kanha Ko Dhunta Rahun, Duniya Ke Har Gali Mein ॥

Bhajan: Sabse Unchi Prem Sagai

Sabase Unchi Prem Sagai । Duryodhan Ke Mewa Tyagyo, Saag Vidur Ghar Khai..

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..