Odh Ke Chunariya Lal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana,
Maiya Ji Mere Ghar Aana,
Maiya Ji Mere Ghar Aana,
Odh Ke Chunariya Lal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana ॥
Aap Bhi Aana,
Ganpatiji Ko Lana,
Aap Bhi Aana,
Ganpatiji Ko Lana,
Riddhi Siddhi Honge Dayala,
Maiya Ji Mere Ghar Aana,
Odh Ke Chunariya Lal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana ॥
Aap Bhi Lana,
Bajrangi Ji Ko Lana,
Aap Bhi Lana,
Bajrangi Ji Ko Lana,
Kashton Ka Tutega Jaal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana,
Odh Ke Chunariya Lal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana ॥
Aap Bhi Aana,
Sang Goura Ji Ko Lana,
Aap Bhi Aana,
Sang Goura Ji Ko Lana,
Dekhenge Bhole Ji Ka Kamal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana,
Odh Ke Chunariya Lal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana ॥
Aap Bhi Aana,
Sanga Laxmi Ji Ko Lana,
Aap Bhi Aana,
Sanga Laxmi Ji Ko Lana,
Sab Ho Jayenge Mala Mal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana,
Odh Ke Chunariya Lal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana ॥
Odh Ke Chunariya Lal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana,
Maiya Ji Mere Ghar Aana,
Maiya Ji Mere Ghar Aana,
Odh Ke Chunariya Lal,
Maiya Ji Mere Ghar Aana ॥
* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our
contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!