Nayan Bharike, Nayan Bharike (नयन भरिके नयन भरिके - गोपी गीत)


Nand ke bhavanwa se aaye do lalanwa,
chal dekhi aaye.
Nayan bharike, nayan bharike,
nayan bhari bhari ke ho,
chal dekhi aaye.

Chhote chhote hathwa mein saje muraliya,
sundar so morpankh, baje payaliya,

Thumak-thumak chalat dekh,
aaye do ratanwa,
chal dekhi aaye.

Gaiya charave aur murli bajave,
muthhi bhar bhar yo to makhan bhi khave,

Are dekhi-dekhi sabhi ke tript hoye manwa,
chal dekhi aaye.

Varni na jaye chhavi Yashoda lala ki,
chandarma nihare roop Radhapriya ki,

Niharat yugal ke, bhar aaye kul nayanwa,
chal dekhi aaye.
नयन भरिके नयन भरिके - गोपी गीत - हिन्दी में पढ़ें
नंद के भवनवा से आइले दुई ललनवा, चल देखि आई, नयन भरिके नयन भरिके..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanIskcon BhajanGopi BhajanAgam Aggarwal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hum Tere Nadan Se Balak

Ham Tere Nadan Se Balak, Tum Daya Ke Sagar Ho, Ek Ek Bund Mein Tere Amrt, Hamako Jaan Se Pyaara Hai, Ham Teren Nadan Se Balak ॥

Buti La De Re Balaji Buti La De Re

Buti La De Re Balaji, Buti La De Re, Kahe Ye Ram Pukar, O Mere Pawankumar, Lakhan Ke Pran Bacha Le Re, Buti La De Re Balaji, Buti La De Re ॥

Mujhe Tune Malik Bahut Kuch Diya Hai

Mujhe Tune Malik, Bahut Kuchh Diya Hai। Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai। Tera Shukriya...

Darshan Kar Lo Re Bhakto Mehandipur Dham Ka

Darshan Kar Lo Re Bhakto, Mehendipur Dham Ka, Danka Baje Hai Yahan Pe, Baba Ke Naam Ka,
Darshan Kar Lo Re Bhakto, Mehendipur Dham Ka ॥