Narayani Sharanam (नारायणी शरणम्: भजन)


Narayani Sharanam
Doha – Maan Se Bhakti Hai,
Maan Se Shakti Hai,
Maan Se Mukti Hai,
Karta Jo Maan Ka Sumiran,
Hota Saphal Ye Jeevan ॥

Narayani Sharanam,
Narayani Sharanam,
Narayani Sharanam ॥

Ashtabhujang Hai Durga Swaroopini,
Tej Hai Sau Suryon Sa,
Chanda I Sheetal Gyan Shaarde,
Paavan Jyoon Ganga Jal,
Dev Kare Vandan,
Narayani Sharanam,
Narayani Sharanam ॥

Maan Ki Jyot Mein Hai Vo Shakti,
Patthar Bante Moti,
Paapi Se Bhi Har Paapi Ko Ye,
Maiya Hi Hai Ubaarti,
Hota Saphal Har Janam,
Narayani Sharanam,
Narayani Sharanam ॥

Jhunjhun Mein Maan Baith Sinhasan,
Sabke Kasht Mitati,
Badi Dayalu Rani Sati Maan,
Sabpe Khushiyan Lutati,
Maan Ka Karo Sumiran,
Narayani Sharanam,
Narayani Sharanam ॥

Milta Sukoon Maan Tere Aanchal Mein,
Sukh Tere Charnan Mein,
‘Nirmal’ Hai Jo Bhi Aaj Vo Maiya,
Sab Tere Hi Karam Se,
Gaun Main Gun Hardam,
Narayani Sharanam,
Narayani Sharanam ॥

Narayani Sharanam,
Narayani Sharanam,
Narayani Sharanam ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
नारायणी शरणम्: भजन - हिन्दी में पढ़ें
अष्टभुजंग है दुर्गा स्वरूपिनी, तेज है सौ सूर्यों सा, चंदा सी शीतल ज्ञान शारदे, पावन ज्यूँ गंगा जल, देव करे वंदन, नारायणी शरणम्, नारायणी शरणम् ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Narayani Sharanam Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Ghar Maiya Aai Hai

Mere Ghar Maiya Aai Hai , Soi Takadir Jagai Hai Soi Takadir Jagai Hai, Mere Ghar Maiya Aai Hai , Maiya Ne Bigdi Banai Hai॥

Jab Bhak Bulate Hain Hari Daud Ke Aate Hain

Jab Bhakt Bulate Hain, Hari Daud Ke Aate Hain ॥ Vo to Din Aur Duhkhion Ko ॥

Bhasm Tere Tan Ki Ban Jau Bholenath

Bhasm Tere Tan Ki, Ban Jaun Bholenath, Bhakti Mein Teri, Ram Jaun Bholenath, Shaam Subah Gun Tera, Gaun Bholenath, Bhakti Mein Teri, Ram Jaun Bholenath ॥

Karte Sab Pe Daya Ki Najar Shiv Bhole Shankar

Karate Sab Par Daya Ki Najar, Shiv Bhola Shankar, nBaba Bhole Baba Baba Bhole Baba,
Baba Bhole Baba Baba Bhole Baba ॥

Bhole Baba Tere Darbar Mein Jo Aate Hai

Bhole Baba Tere Darwar Main Jo Aate Hai, Jholiyan Bharate Hai Wo Khali Nahi Jate Hai,
Jholiyan Bharate Hai Wo Khali Nahi Jate Hai ॥