Bhajan: Nache Nandlal Nachave Hari Ki Maiya (नाचे नन्दलाल, नचावे हरि की मईआ - भजन)


Nache Nandlal,
Nachave Hari Ki Maiya ॥
Nachave Hari Ki Maiya,
Nachave Hari Ki Maiya ।
Nache Nandlal,
Nachave Hari Ki Maiya ॥
Mathura Me Hari, Janm Liyo Hai ॥
Gokul Me Pag, Dharo Ri Kanhaiya ॥
Runuk-jhunuk Pag, Ghunghru Baaze ॥
Thumuk-thumuk Pag, Dharo Ri Kanhaiya ॥ ...X2
॥ Nache Nandlal… ॥

Dhoto Na Bandhe, Jaamo Na Pahire ॥
Pitambar Ko, Bado Re Paharaiya ॥
Topo Na Odhe Lala, Phenta* Na Bandhe ॥
Mor-mukut Ko, Bado Re Odhaiya ॥ ...X2
॥ Nache Nandlal… ॥

Shaala Na Odhe, Dushaala Na Odhe ॥
Kaali Re Kamariya Ko, Bado Re Odhaiya ॥
Dhudh Na Bhave, Dahi Na Khave ॥
Maakhan-misri Ko, Bado Re Khavaiya ॥...X2
॥ Nache Nandlal… ॥

Khel Na Khele, Khilauna Na Khele ॥
Bansi Ko Laala, Bado Ri Bajiya ॥
Chandar Sakhi Bhaj, Baalakrishn Chhavi ॥
Hans Hans Kanth Lagave, Har Ki Maiya ॥ ...X2
॥ Nache Nandlal… ॥

Nache Nandlal,
Nachave Hari Ki Maiya ॥
Nachave Hari Ki Maiya,
Nachave Hari Ki Maiya ।
Nache Nandlal,
Nachave Hari Ki Maiya ॥

* Phenta - Saapha
नाचे नन्दलाल, नचावे हरि की मईआ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
नाचे नन्दलाल, नचावे हरि की मईआ ॥ नचावे हरि की मईआ...
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanBadhai BhajanJanmdin BhajanBirthday BhajanNavjanm BhajanSohar BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanHari Om Sharan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jara Chalke Ayodhya Ji Me Dekho

Jara Chal Ke Ayodhya Ji Mein Dekho, Ram Sarayu Nahate Milenge ॥

Jin Par Kirpa Ram Kare

Ram Naam Aadhar Jinhen, Vo Jal Mein Rah Banate Hain, Jin Par Krpa Ram Karen,

Avadh Me Chhai Khushi Ki Bela

avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela, Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela । Chaudah Saal Van Mein Bitayen

Jo Karte Rahoge Bhajan Dhire Dhire

Jo Karte Rahoge Bhajan Dhire Dhire । To Mil Jaayega Vo Sajan Dhire Dhire ।

Kewat Ne Kaha Raghurai Se

Kevat Ne Kaha Raghuraei Se, Utarai Na Lunga Hey Bhagavan, Utarai Na Lunga Hey Bhagavan,
Kevat Ne Kaha Raghuraei Se, Utarai Na Lunga Hey Bhagavan ॥